My Q. Plz Answer

  • Work-from-home

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
no,i think ye sab biddat hay...
wesay b hamaray pyaro ko kise chadar wagera ki zarorat nae,bal k unk lie agar hum sadqa kerat karay,or nimaz quran parh kar unka sawab unhay pohanchaye to ye ziada kam aye ga unka...
baqe Allah behtar janta hay...
 

ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
Kia Buzrgoon ke ilawa Qabroo per chader charana jayiz hai.
Log Bugrgoo ki qabroo par cadreen aur Phool dalte hai.
kia ham bhi apni family ki Qabroon per Phool Dal sakte hai?
میرے دوست آپ کے سوال سے یہ محسوس ہوتا ہے کہ
بذرگوں کی قبروں پر چادریں چڑھانا اور پھول ڈالنا تو جائز ہے لیکن کیا ہمارے آباؤ اجداد اور فیملی ممبرز کی قبروں پر بھی چادریں اور پھول چڑھا سکتے ہیں۔
میرے بھائی کسی بھی قبر پر چاہے وہ قبر صحابی کی ہو، ولی کی، بزرگ کی یا عام مسلمان کی ہو چادر چڑھانے اور پھول ڈالنے کی کوئی دلیل قرآن و سنت سے ثابت نہیں ہے
اور علمائے امت کی تشریحات کے پیش نظر ایسا عمل خلاف سنت ہے
اگر کوئی ایسا فعل کرتا ہے تو اس کی اپنی سوچ ہوسکتی ہے اسلامی تعلیمات اور بزرگان دین کی تعلیمات میں اس کی کوئی گنجائش نہیں ہے
بہر حال شہید اسلام مولانا یوسف لدھیانوی صاحب کے فتاوی "آپ کے مسائل اور ان کا حل" کی پہلی جلد میں اس مسلے پر تفصیلی تحقیق موجود ہے آپ وہاں سے پڑھ لیں



---------- Post added at 01:58 PM ---------- Previous post was at 01:50 PM ----------

no,i think ye sab biddat hay...
wesay b hamaray pyaro ko kise chadar wagera ki zarorat nae,bal k unk lie agar hum sadqa kerat karay,or nimaz quran parh kar unka sawab unhay pohanchaye to ye ziada kam aye ga unka...
baqe Allah behtar janta hay...
صحیح فرمایا طوبی آپ نے
دراصل ایسی تمام چیزیں ہندؤانا طور طریقوں اور رسوم و رواج سے ہمارے ہاں امد آئیں ہیں
انہی چیزوں کو دیکھ کر ایک ہندو شاعر نے اپنے اشعار میں مسلمانوں کو مخاطب کیا ہے کہ ہم اگر اپنے بھگوان پر اور مندروں میں ایسے اعمال کریں تو ہم کافر اور مسلمان یہی کام اپنے بزرگوں کی قبروں پر کرے تو محبت اور جنتی
ابھی چند دن پہلے اسی فورم پر ایک دوست نے وہ ہنڈو کی نظم جاری کی تھی
بہر حال اللہ تعالی ہمیں صراط مستقیم پر چلائے

 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
Jaisa sazgar bhai app ku Rehan bhai nay aur Toob nay reply day diya hay

aur yeh sahe baat hay k aisy kaam ju hamray payary Nabi Mohammad (Peace be Upon Him) kiSunnat say sabet na hoo usay biddat kehtay hay aur aisy kernay wala bidati kehlaya jata hay

Allah talah hum sub ku Islam ku sahe meanaing ma samjhnay ki toufeeq atta fermaye (Ameen)
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
ameen summa ameen bhai
bilkul sahe kaha apnay,
pata nae log chadaray karendnay or polon k dajir karednay par to hazaro rupay khurch kar saktay hay,but kuda ki rah may 5 rupay b khrach karna bht ziada maloom hota hay...

شہید اسلام مولانا یوسف لدھیانوی صاحب کے فتاوی "آپ کے مسائل اور ان کا حل"

i must say ye books har gar may hone chahye,iski 12 jilday hay total...mujy to jub b koe problam hote hay may ise ko parh kar faida hasil karte ho..
 

nasirnoman

Active Member
Apr 30, 2008
380
574
1,193
Jazak Allah Emcounter bhai bohat acha jawab dia
Allah Taala hum sab ko Deen ki sahi samjh or amal ki toufeeq ata farmaey.Ameen
 
  • Like
Reactions: cute bhoot

debator

Regular Member
Mar 20, 2011
103
80
728
UAE
Kia Buzrgoon ke ilawa Qabroo per chader charana jayiz hai.
Log Bugrgoo ki qabroo par cadreen aur Phool dalte hai.
kia ham bhi apni family ki Qabroon per Phool Dal sakte hai?
Sazgar bhai Aap ka Sawal ka Answer aapko mil giya hoga per aap ka Sawal ma aik pehlu hai jiski ma nishandahi karna chahta ho

aap na sawal kiya hai aur buhat sa log kartay hain jesay kay Aap ka sawal ma hai


Log Bugrgoo ki qabroo par cadreen aur Phool dalte hai.
kia ham bhi apni family ki Qabroon per Phool Dal sakte hai?
Dekhain meray bhai jub bhi hum deen-e-Islam ki baat kartay hai ya usma koi ruling letay hai tu hum Logo kay Tarz-e-Amal sa nahi letay .. Log Chahay jo bhi karain zaroori nahi woh Deen-e-Islam ho jub bhi hum baat karaingay Deen-e-Islam ki tu usma Logo ka Tarz-e-Amal nahi bulkay yeh poocha jaiga gay aaya Quran-o-Hadith is baaray ma kiya kehti hai .. Sunnat-e-Rasool S.A.W is mamlay ma kiya hai .. Sahaba Kiram R.A na Aap S.A.W sa is maamlay ma kis taraf nishandahi kee hai ....

Log chahay Chadar Charhain ya Qabar ka Tawaf karain .... qabar walay sa apni Hajat Talab karain .. ya koi bhi aqeedah rakhain but Deen-e-Islam aur Hukm-e-Rasool S.A.W yeh hai kay

1- QABAR ki Koi Pukhta Nishani na rakhi jaae Yahi wajah hai ka Hazrat Ali R.A aur deegar sahaba Kiram ko yeh hukum diya giya ka jo Oonchi ya pukhta Qabar dekho usko barabar kardo.

2- Jis Tarah Yahoodio na Apnay Paighambaro ki Qabro ko Mela gaah bana liya tha is tarah Mela na banaya jaae chunachay Aap S.A.W na Wafat sa pehlay Ummat ko is baat ka liya Khabardar kiya ka Khabardaar meri Qabar ko mela gaah na banana jesa ka YAhoodio aur doosri qoamain apnay niak logo ya Paighambaro ka marnay ka baad kiya kartay thai aur unko Allah ka Rasool S.A.W na Budtareen logo ma shumar kiya.

3- Qabar ko Masjid ma shamil karna ya usko Jaae Namaz Banana Mana hai Hazoor S.A.W ka irshad ka mafhoom hai ka kuch Nawafil Namazain Apnay Gharo ma Aada karo aur apnay gharo ko QABRISTAN na banao chunachay pata chala ka Qabristan woh jaga hai jahan per Namaz nahi pari jaati ya Qabro per Namaz nahi parhi jaati.

tu pata chala Deen-e-Islam aur Sunnat-e-Rasool S.A.W is baaray ma yahi kehti hai ka Qabro ko pukhta na kia jaae unko Sajaya na jaae unko khoobsurat na banaya jaaae jesay aaj kal ho raha hai kyunkay yeh SHIRK ka chor darwaza hai aur ISlam Shaksiat Parasti ki dawat nahi deta.

aaj kal jo Biddaat Raej hain jesa ka Qabar per Azan dena, phool/Chadar Charhana etc etc iska Shariat-e-Muhammadi ma koi hukum ya misal nahi milti jesa ka encounter bhai na biyan kiya yeh logo ka infiradi fail hai aur uskay woh khud jawab deh hai aur isko Deen-e-Islam na samjha jaae yeh Indo-Pak ma Hinduism culture ki waja sa aaya hai aur Arab Mumalik ya deegar countries ma aisi koi cheez nahi kee jati.

Allah hum sub ko Sunnat-e-Rasool S.A.W per amul karnay wala banae

Aameen
 

Sazgar

Newbie
Mar 12, 2011
13
14
0
39
Thanx
1.Wese mera aisa koee aqida nahi..... Buzrugoo ki qabr bar is tarah har jaga nazar ata hai tu aisa laga ye islam ka tariqa hai.
agr islam mai ye mana h tu koee Daleel hai mana ki?
2. qabroon ko paka banana agar sahi nahi tu Aj kal har qabar pakki ban rahi hai,
jo mana karte hain wo bhi qabar pakki banate hai. wo kiun nahi socte
 
  • Like
Reactions: ENCOUNTER-007

ENCOUNTER-007

Newbie
Feb 10, 2011
516
834
0
Medan e Jihad
Thanx
1.Wese mera aisa koee aqida nahi..... Buzrugoo ki qabr bar is tarah har jaga nazar ata hai tu aisa laga ye islam ka tariqa hai.
agr islam mai ye mana h tu koee Daleel hai mana ki?
میرے بھائی
دلیل ہمیشہ مدعی کے ذمہ ہوتی ہے جو دعویٰ کرتا ہے
اگر قبروں پر چادریں چڑھانا اور پھول ڈالنا جائز ہے، فرض ہے، واجب ہے یا سنت ہے جو لوگ یہ سوچ رکھتے ہیں اور اسے اسلام کا عمل کہتے ہیں دلیل ان سے مانگی جائے۔
ایک عمل کا اسلام سے کوئی تعلق ہی نہیں اس کا اسلام سے کوئی رشتہ ہی نہیں ، اسلام میں ایسے عمل کا کوئی تصور ہی نہین تو دلیل کہاں سے جنم لے گی
ہاں ہم یہ دلیل دے سکتے ہیں کہ اللہ کے پیارے رسول صلی اللہ علیہ وسلم کے تیئس سالہ دورنبوت میں کوئی ایسا عمل نہیں کیا اور نہ ایسے عمل کی ترغیب دی ، اسی طرح آپ کے بعد آپ کے جانشین خلفائے راشدین کے زمانے میں ایسا عمل دیکھنے میں آیا اور نہ ہی کسی صحابی رسول سے یہ ثابت ہے
اگر ان لوگوں کے پاس کوئی دلیل ہے جو یہ عمل کرتے ہیں تو وہ دلیل پیش کرے

Thanx

2. qabroon ko paka banana agar sahi nahi tu Aj kal har qabar pakki ban rahi hai,
jo mana karte hain wo bhi qabar pakki banate hai. wo kiun nahi socte
دوسری بات جیسا کہ ڈیبیٹر بھائی نے کہا اور میں پہلے بھی عرض کرچکا ہوں کہ کسی کی ذاتی سوچ پر اسلام کا لیبل نہیں لگا سکتے
اور قبروں کو پکا کرنے اور اسے اونچی بنانے کا فعل بھی انسان کی اپنی سوچ ہے اسلام میں یہ منع ہے کون عمل کرتا ہے کون عمل نہیں کرتا ہمیں یہ نہیں دیکھنا بلکہ اسلام ہمیں کیا تعلیم دیتا ہے اسے اپنی زندگی میں لانا ہوگا یہی کامیابی اور فلاح کا راستہ ہے
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
sahe kaha rehan bhai apnay,qabar pakki karna,isko chabotray ki tarz par oncha banana,arashi pattar qabar may istemal karna,ye sab gunah hay,
qabar kacche he rehnay chahye islami taleemat ki roo say...
 

cute bhoot

Sss...sssh €|[--]00T
Super Star
Oct 11, 2010
11,997
3,415
1,313
33
wadi-e-jinnat
bhai aik insaan kowen ma chalang laga raha ho tu kya ap us k saath kood jao gy ?
agar log karty hain tu un k amal un k sath hain ap ny logo ko dekhna hy ya k ye k ALLAH ke zaat aur hamary nabi S.A.W ny kya kaha
 

Black Rose

Senior Member
Aug 28, 2009
1,001
372
783
Watn He Sara Jahan Hmara
ji sahi bat hey,,
aisa Islam me nilkul jaaiz nahi hey,, balkey qabron ko pukhta banane ya ibadatgaah banane se manaa kia gia hey,,
qabristan jana chahiye ,, quboor ki ziarat krne se insan ko apni mot yaad rehti hey,, magr un ko pukhta krne se or un par mela lagane se ye maqsad bhi fot ho jata hey
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Manahel.Fatima

Regular Member
Ok dear answer me how it gonna rewarded you by placing cloth over grave.. The person is dead and could not feel any thing. Isn't it better to give a piece of cloth to some one alive who can better give you prayers and you will be rewarded after death. I think ALLAH has given us thinking power to think and undestand what is logic and to see He gives us eyes Senses to feel others pain then why we are wasting time for such things.
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
masha Allah is masle par bohot guftugu hochuki hai
aur umeed hai sail ko jawab bhi mil gaya hoga

Jazakallah khair
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan
Top