Debating Rules! Question Of The Week (2nd October 2012)

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
hahah g g bilkul zarur khayal rakha jaayega aap ki suggestions ka :p[DOUBLEPOST=1349776684][/DOUBLEPOST]

ahaaaaan thats true!
debate aur horrible debate ki reasons btayi aap ne
ye to aap ne nhi btaya k Konse Rules Follow karne chahiye?

nhi main bhul gai hongi :-ss
sorry :s
aap bhi apne views share karain plz :)

ahaaan very very nice :-bd
hehehe acha hua jo tagg nhi kiya na tou mujhey debating ka shouq hai na bardasht krti hon(hgj)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
merey nazdeek debating krney wala insaan jhootha hota hai isi liye ....shayed mujhey pasand nhi aur na hi krna ata hai(hgj)
nhi aisi koi baat nhi
decent tareeqe se karni chahiye,,debating to almost har jaga ho jaati hay jahan bhi different point of view k log ikathey hon
n waise aap bhi bohat ache se debates karti ho aksar Islam section may...saamne waale k point se jab hum agree na hon to us k saamne apne views rakhe jaate hain bas tareeqa acha hona chahiye aur Result positive aaye matlab saamne waale k points ache laggain to unhe maan liya jaaye hamare ziada theek hain to saamne waaley ko describe kar diye jayain,,yhi debate hay!
 
  • Like
Reactions: Detective

g han kyon k kuch logon ko baat baat pr debate ki adat hoti hai pr mai sirf us jagha hi bolti hon jahan mujhey lgta hai k meri baat mai wazan hai,,,,,halki baat mai debate start nhi krti,,,,

pr ager koi person jhoot ki buniyad pr ya baaz ki adat hoti hai jo marzi ho jaey hum kisi key samney jhothey sabit na ho wo musalsal debate krtey hai,,,,,aur jhooth pr jhooth boltey hai unk liye hal ye hota hai k jab tak unki baat khatam na ho jaey ap usko bolney do,,,,aur uski baton mai aur jhooth mai weak point talash kro,,,,,aur jab wo chup ho jaey tou mukhtasir sey 2 ya 4 swal poch lo,,,,,,aur uski hi baat mai usko uljhao,,,,
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
g han kyon k kuch logon ko baat baat pr debate ki adat hoti hai pr mai sirf us jagha hi bolti hon jahan mujhey lgta hai k meri baat mai wazan hai,,,,,halki baat mai debate start nhi krti,,,,

pr ager koi person jhoot ki buniyad pr ya baaz ki adat hoti hai jo marzi ho jaey hum kisi key samney jhothey sabit na ho wo musalsal debate krtey hai,,,,,aur jhooth pr jhooth boltey hai unk liye hal ye hota hai k jab tak unki baat khatam na ho jaey ap usko bolney do,,,,aur uski baton mai aur jhooth mai weak point talash kro,,,,,aur jab wo chup ho jaey tou mukhtasir sey 2 ya 4 swal poch lo,,,,,,aur uski hi baat mai usko uljhao,,,,
thats really true :-bd

n gr8 suggestion!
debate karne se pehle Topic pe strong knowledge hona zaruri hay agar kisi cheez ko le k hum khud confuse hain to usse defend ya reject nhi karna chahiye balkey pehle khud search karna chahiye!

thanx for ur beautiful reply :)
 
  • Like
Reactions: Detective

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
thats really true :-bd

n gr8 suggestion!
debate karne se pehle Topic pe strong knowledge hona zaruri nhi hay agar kisi cheez ko le k hum khud confuse hain to usse defend ya reject nhi karna chahiye balkey pehle khud search karna chahiye!

thanx for ur beautiful reply :)
ur welcom......

is k liye aik tip aur hai,,,,

debate krtey waqt ap kl face key tasuraat smily honey chahiye kabhi gussa show nhi kro,,,,,,is sey apki koi karwi baat bhi buri nhi lgey .........aur baz o qaat log kisi k gussey pr sey faida utha laitey hai,,,,:)[DOUBLEPOST=1349789260][/DOUBLEPOST]and 2nd person ko hamesha ye show krwao k aap uski baat gore sey sun rhey hai,,,aur apko sunani bhi chahiye,,,,,,(hgj)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ur welcom......

is k liye aik tip aur hai,,,,

debate krtey waqt ap kl face key tasuraat smily honey chahiye kabhi gussa show nhi kro,,,,,,is sey apki koi karwi baat bhi buri nhi lgey .........aur baz o qaat log kisi k gussey pr sey faida utha laitey hai,,,,:)[DOUBLEPOST=1349789260][/DOUBLEPOST]and 2nd person ko hamesha ye show krwao k aap uski baat gore sey sun rhey hai,,,aur apko sunani bhi chahiye,,,,,,(hgj)
thats true also :-bd
 
  • Like
Reactions: Detective

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Hummm to yeh bhi mujhe batana parega @hoorain siso :p

to follow ye rules hone chahiyen

1.Laraiy se gureiz karni chahiye

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye

3.Tanziya baat nahin karni chahiye

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye

5.thande dimagh se jawab dena chahiye

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye

9.baat out of topic nahin karni chaahiye

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye

ab khush ?? ;))
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Hummm to yeh bhi mujhe batana parega @hoorain siso :p

to follow ye rules hone chahiyen

1.Laraiy se gureiz karni chahiye

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye

3.Tanziya baat nahin karni chahiye

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye

5.thande dimagh se jawab dena chahiye

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye

9.baat out of topic nahin karni chaahiye

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye

ab khush ?? ;))
ahaaaaan almost perfect rules :-bd
ab maire mind may aik aur idea aaya hay :p

jo Rules aap ne btaye hain main is thread may mojud tmam members se poochna chahungi k wo inhe kitne % follow karte hain

answer sirf %age may hona chahaiye @Silent Soul @Detective @S_ChiragH @Tooba Khan
@Bela @masoom_se_chahat @~Unknown~ @*Muslim* @abidi
neeche diye gaye rules may se aap kitne % follow kar paate ho?answer sirf %age may ho {(popcorn)}

Mujhe bhi batana parega ?? :s :p

Mein almost 100% per karta hoon lekin kabhi kabhi 80% :p :p
 
  • Like
Reactions: hoorain

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
1.Laraiy se gureiz karni chahiye

80%

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye

100%

3.Tanziya baat nahin karni chahiye

50% :p

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye

100%

5.thande dimagh se jawab dena chahiye

80%

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye

90%

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye

100%

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye

100%

9.baat out of topic nahin karni chaahiye

80%

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye

100%

@hoorain
@S_ChiragH
 
  • Like
Reactions: S_ChiragH

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
1.Laraiy se gureiz karni chahiye

80%

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye

100%

3.Tanziya baat nahin karni chahiye

50% :p

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye

100%

5.thande dimagh se jawab dena chahiye

80%

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye

90%

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye

100%

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye

100%

9.baat out of topic nahin karni chaahiye

80%

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye

100%

@hoorain
@S_ChiragH
hainn :eek:
tauba hay detective sis Average nikaal k total %age btayain individual nhi :p[DOUBLEPOST=1349792109][/DOUBLEPOST]
Hummmmm

achha almost hata dein khush ;))
Aameen

aap khud kitne %age follow karti hain ?? :p
aapko kia lagta hay :p
 
Top