Question Answer Area For Girls!

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Ohhho yeh problem tu mujhay pichle 5 years se hai, es saal hands ka tu itna zyada nai tha but paao ka bura haal tha... well aapka situation read ker k andaza horaha hai k same mere he terha hai... actually pahlay baar jho hua tu kafi pain bhi hota aur ek dum swelling zyada hue the 2 years winter mei doctor k paas gaye tu voh ek oinment deta naam yaad nai usay pura winter mai use kerti, aur paao tub theek hota jub spring ka mausam shoro hota /:) means k ointment se koi aser nai hota... socks pahenu tu icheing bhi huti hain? aapke saath yeh masla hain?? mai ne es saal socks nai pahne balke ek terha ka slippers hai made of cotton market mei 2 saal se hai voh pahno tu itna itching nai huti aur paao bhi garam huti hai so voh aap socks k bejae pahno socks belkul use na kerna usse mujhay buhut takleef hota aur heater k samne na baitna, kio k jho cheese zyada heat de usse takleef aur swelling berh jaati hai yeh alug baat hai k sunshine means dhoop mei paao ko khola rakhe tu better feel hota hai and es saal mai ne glycerin use kiya her raat ko after washing my feet glycerin lagati phir clean slipper pahnti and subha ko with warm water and soap wash kerti, yeh just paao ko mertoob aur clean rakhega and thora sa better hoga lekin yeh eska elaaj nai and I dont know yeh kes cheez se theek hoga because yeh ek terha ka allergy hai jeska kuch kah nai sakte...
hmmm ap yougurt khaya kro dailly un mai aik bectaria hota hai wo aisi allergy k khilaf jaldi action laita hai
 
  • Like
Reactions: hoorain

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
is year winter season may me k haathon n paun ki fingers may halki halki swelling hone laggi n bohat pain shuroo ho gai i used allopathic medicine but it does never suit to me it causes dizziness and vomiting!
kia aap may se kisi k paas iska herbal treatment hay?

@ADVENTURER242 @Bela @Sabah @masoom_se_chahat @Rubi @*fajar* @RedRose64 @Nelly @Fa!th @~Ambitiou$ Girl~
HaathOn ke tu First Time perh rahe hOn Laken akser Females ke sath yah prOblem hota hay winter main..! aur aisa Mostly tab Hota hay Jab Paon Garm Hon aur aap aak dum se zyda thand main ajain like bed se uthnay ke bad..! aur Paon dho ker ager unhen prOperly dry na kia Jaye, Fingers k dermain Jo pani reh Jata hay woh dry ker laina chahiye kise Kapray se aur Koshish keran Bister chOrnay ke bad sOcks pehan lain..! In shOrt PaOn ki Care kernay se Is prOblem se kise had tak bacha Ja sakta hay. @hoorain
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ohhho yeh problem tu mujhay pichle 5 years se hai, es saal hands ka tu itna zyada nai tha but paao ka bura haal tha... well aapka situation read ker k andaza horaha hai k same mere he terha hai... actually pahlay baar jho hua tu kafi pain bhi hota aur ek dum swelling zyada hue the 2 years winter mei doctor k paas gaye tu voh ek oinment deta naam yaad nai usay pura winter mai use kerti, aur paao tub theek hota jub spring ka mausam shoro hota /:) means k ointment se koi aser nai hota... socks pahenu tu icheing bhi huti hain? aapke saath yeh masla hain?? mai ne es saal socks nai pahne balke ek terha ka slippers hai made of cotton market mei 2 saal se hai voh pahno tu itna itching nai huti aur paao bhi garam huti hai so voh aap socks k bejae pahno socks belkul use na kerna usse mujhay buhut takleef hota aur heater k samne na baitna, kio k jho cheese zyada heat de usse takleef aur swelling berh jaati hai yeh alug baat hai k sunshine means dhoop mei paao ko khola rakhe tu better feel hota hai and es saal mai ne glycerin use kiya her raat ko after washing my feet glycerin lagati phir clean slipper pahnti and subha ko with warm water and soap wash kerti, yeh just paao ko mertoob aur clean rakhega and thora sa better hoga lekin yeh eska elaaj nai and I dont know yeh kes cheez se theek hoga because yeh ek terha ka allergy hai jeska kuch kah nai sakte...
na muje itching nhi hoti socks se!
baqi saara masla aap k wala hi hay :s
maien to poora winter gloves and socks nhi utaare sahci may haath paun inne neat ho gaye :D :p
hmm ye to cure nhi hay :s believe me is saal muje itni irrtation hui na is sab se koi chez theek se nhi utha paati grip hi nhi hoti ziaa strong :S
recently maine homepathic doctor se check up karwaya he said its not a disease ye weakness hay vitamins ki kami se hay shayed unho ne jo medicine di 2 din se wo use kar rhi hun pain kaafi kam hay but swelling hay abi b :-ss
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hmmm ap yougurt khaya kro dailly un mai aik bectaria hota hai wo aisi allergy k khilaf jaldi action laita hai
Daily tu yogurt nai khati but yeah mostly khati hu...
are you sure eska koi ilaj hoga? ab yeh apart of my life ban chuka and that's the reason I don't like winter it's full of diseases season for me...
 
  • Like
Reactions: ADVENTURER242

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
HaathOn ke tu First Time perh rahe hOn Laken akser Females ke sath yah prOblem hota hay winter main..! aur aisa Mostly tab Hota hay Jab Paon Garm Hon aur aap aak dum se zyda thand main ajain like bed se uthnay ke bad..! aur Paon dho ker ager unhen prOperly dry na kia Jaye, Fingers k dermain Jo pani reh Jata hay woh dry ker laina chahiye kise Kapray se aur Koshish keran Bister chOrnay ke bad sOcks pehan lain..! In shOrt PaOn ki Care kernay se Is prOblem se kise had tak bacha Ja sakta hay. @hoorain
hmm it is something like this
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
na muje itching nhi hoti socks se!
baqi saara masla aap k wala hi hay :s
maien to poora winter gloves and socks nhi utaare sahci may haath paun inne neat ho gaye :D :p
hmm ye to cure nhi hay :s believe me is saal muje itni irrtation hui na is sab se koi chez theek se nhi utha paati grip hi nhi hoti ziaa strong :S
recently maine homepathic doctor se check up karwaya he said its not a disease ye weakness hay vitamins ki kami se hay shayed unho ne jo medicine di 2 din se wo use kar rhi hun pain kaafi kam hay but swelling hay abi b :-ss
pher socks pahnne se mere saath itching ka bhi masla hain...
I dont yaar k eska kia ilaaj hoga but just season k change hone se yeh theek hojata hain...
 
  • Like
Reactions: hoorain

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
na muje itching nhi hoti socks se!
baqi saara masla aap k wala hi hay :s
maien to poora winter gloves and socks nhi utaare sahci may haath paun inne neat ho gaye :D :p
hmm ye to cure nhi hay :s believe me is saal muje itni irrtation hui na is sab se koi chez theek se nhi utha paati grip hi nhi hoti ziaa strong :S
recently maine homepathic doctor se check up karwaya he said its not a disease ye weakness hay vitamins ki kami se hay shayed unho ne jo medicine di 2 din se wo use kar rhi hun pain kaafi kam hay but swelling hay abi b :-ss
Lolxx sis Is Dafa aap Mehndi Contest main PaOn ki Mehndi ka Contest bhi zurOr rakhiye ga..! {}{:p
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
pher socks pahnne se mere saath itching ka bhi masla hain...
I dont yaar k eska kia ilaaj hoga but just season k change hone se yeh theek hojata hain...
hmmm ye to bohat horrible hay :(([DOUBLEPOST=1361007627][/DOUBLEPOST]
Lolxx sis Is Dafa aap Mehndi Contest main PaOn ki Mehndi ka Contest bhi zurOr rakhiye ga..! {}{:p
hahaha sure ;)) :p
 
  • Like
Reactions: Anokhi_Laadli

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hmmm ye to bohat horrible hay :(([DOUBLEPOST=1361007627][/DOUBLEPOST]
hahaha sure ;)) :p
yeah it is... yakeen mano mai slippers belkul nai nekalti and kessi ko show bhi nai kerti color belkul purple hota hai and paao belkul ajeeb... hands phir dishes wash kerne k baad same hojata hai... jub k summer mei hands and feet belkul alug hota hai jaise k voh winter walay mere the he nai...
 
  • Like
Reactions: hoorain

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Daily tu yogurt nai khati but yeah mostly khati hu...
are you sure eska koi ilaj hoga? ab yeh apart of my life ban chuka and that's the reason I don't like winter it's full of diseases season for me...
han sis ap daily aik cup yougurt khaya kro 4 sey 5 roz mai hi faraq dikhey ga,,,,,koi medicine istimal krney ki zroorat nhi hai ,,,,,,,sandals ya shoes jo bhii unko dhoop mai rakhiye ya dettole sey saaf kr lain....ye masla zyada unk k sath hota hai jinko hath aur paon mai paseena zyada ata ho aur phir winter mai wo dry ho jatey hai,,,,,ap daily yougurt khaey ....... ya ager oliveoil hai tou aik 2 drop hath pr lga liya krain usmai bhi bectariya khatam krney ki salahiyat hoti hai,,,

@hoorain
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
kis kissam ki swelling hai aur kyon hai,,,,,,?
kio hay iska jawab to maire paas b nhi :s
docotrs said its weakness kisi vitamin ki kami hay :s
swelling kuch aisi hay

pichle saal sirf fingers k mid joints may thi is saal wrist n side joints may b rhi bohat ziada :s[DOUBLEPOST=1361007963][/DOUBLEPOST]

haan its sound useful i'll surely try it INSHAALLAH
JAZAKALLAH staru :)
 
  • Like
Reactions: ADVENTURER242

HuriYa

(¯`★´¯)I'll Always Be Daddy's Doll(¯´★`¯)
Super Star
Aug 8, 2011
14,920
7,014
713
D!amOnd CastLe
ALLAH na akrey kabhi ho :)
its irritating :((
@Sabah have u heard about Nesvita Calcilock?
Humari Family main yah masla hOta hay females ke sath even Fingers zyda kharab Ho jain tu bleeding bhi Hote hay..! But aisa Honay se pahlay hi aap apny Paon ki Care ker lain tu shyed is se bacha ja sakay..!
 
  • Like
Reactions: hoorain

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
swelling ,itching and bectariya infection k liye yougurt and oliveoil sey achi koi cheez nhi hai,,,,,jab humarey jissam mai un bectariya ki miqdar kam ho jati hai tou aisey problems hotey hai ,,,,,:)

kio hay iska jawab to maire paas b nhi :s
docotrs said its weakness kisi vitamin ki kami hay :s
swelling kuch aisi hay

pichle saal sirf fingers k mid joints may thi is saal wrist n side joints may b rhi bohat ziada :s[DOUBLEPOST=1361007963][/DOUBLEPOST]
haan its sound useful i'll surely try it INSHAALLAH
JAZAKALLAH staru :)
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Humari Family main yah masla hOta hay females ke sath even Fingers zyda kharab Ho jain tu bleeding bhi Hote hay..! But aisa Honay se pahlay hi aap apny Paon ki Care ker lain tu shyed is se bacha ja sakay..!
hmm care to kaafi karti hun ab aur b karungi INSHAALLAH :)[DOUBLEPOST=1361008371][/DOUBLEPOST]
swelling ,itching and bectariya infection k liye yougurt and oliveoil sey achi koi cheez nhi hai,,,,,jab humarey jissam mai un bectariya ki miqdar kam ho jati hai tou aisey problems hotey hai ,,,,,:)
hmm it actually sounds beneficial i'll try INSHAALLAH :)
 
zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
aur aik bat aik reson ye bhi ho sakta hai k ap 2no metha bohot khati ho gi,,,suger,,,,ka kam istimal krain .......

@hoorain @Sabah
 
Top