Ghazal Aur Nazm May Kia Farq Hay?

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Ghazal aur nazm may farq:
Ghazal ka her she'r amoman (generally) mukhtalif maZameen(subject) per mushtamil hota hai , iska pehla she'r matla' kehlaata hai , jis ke donoN miSre'y hum radeef hum Qaafiaa hote haiN , baaQi asha'ar ke misra'-e-caani (dusra misra)meN Qaafia radeef hota hai aakhri she'r jis meN shaa'ir ka takhalus ho maQta' kehlaata hai , sub se ache she'r ko "shah bait" kehte haiN
ghazal kaa unwaan naheeN hotaa .

GHazal in 4 per mushtamil hoti hai
  • (a) radeef
  • (b) qaafiya
  • (c) matla'
  • (d) maqta'
Qafiya:

Qafia ghazal me aane wale hum'awaz or hum'wazn alfaz hote hain jo shair k radeef se pehle aate hain

Radeef:

radeef qafia k bad bar bar aane wala lazf hota hai.

MAtla:


Matla ka amtlab hay talu ya shuroo hone ki jaga Ghazal k pehle shaer ko Matla kehte hain

Maqta:

Maqta ka matlab hay qata karna ya khatam hone ki jaga ghazal k akahri shaer ko maqta kehte hain.

Nazm:-nazm ke lughvi maa'ni haiN "Peerona"

nazm ko aik hee mazmoon (subject) per bayaan kiyaa jaataa hai. is kaa har sher ek doosre se juRaa hotaa hai aur sab mil kar ek hee mazmoon (subject) bayaan karte hain aur nazm kaa ek unwaan hotaa hai.
Nazm meN matle' maQte' kee koi pabandee naheeN hotee


Nazm ki kismeN paai jaati haiN
1: ghazal numaa nazm (who nazm jis meN ghazal jese uSooloN ko lazim rakha jaaey
2: azaad nazm (woh kalam-e-mozoN jis meN Qaafia aur radeef na hoN lakin beHr ho)

@S_ChiragH @Dawn @saviou @Qawareer @masoom_se_chahat @Rubi @Don @ADVENTURER242 @DuFFer @nelly @SUBHAANA
********************************************************​
 

Mahen

Alhamdulillah
VIP
Jun 9, 2012
21,845
16,877
1,313
laнore
Ghzal aur nazm may farq:

GHazal in 4 per mushtamil hoti hai
  • (a) radeef
  • (b) qaafiya
  • (c) matla'
  • (d) maqta'
Qafiya:

Qafia ghazal me aane wale hum'awaz or hum'wazn alfaz hote hain jo shair k radeef se pehle aate hain

Radeef:

radeef qafia k bad bar bar aane wala lazf hota hai.

MAtla:


Matla ka amtlab hay talu ya shuroo hone ki jaga Ghazal k pehle shaer ko Matla kehte hain

Maqta:

Maqta ka matlab hay qata karna ya khatam hone ki jaga ghazal k akahri shaer ko maqta kehte hain.

Nazm:- nazm ke lughvi maa'ni haiN "Peerona"

nazm ko aik hee mazmoon (subject) per bayaan kiyaa jaataa hai. is kaa har sher ek doosre se juRaa hotaa hai aur sab mil kar ek hee mazmoon (subject) bayaan karte hain aur nazm kaa ek unwaan hotaa hai.
Nazm meN matle' maQte' kee koi pabandee naheeN hotee


Nazm ki kismeN paai jaati haiN
1: ghazal numaa nazm (who nazm jis meN ghazal jese uSooloN ko lazim rakha jaaey
2: azaad nazm (woh kalam-e-mozoN jis meN Qaafia aur radeef na hoN lakin beHr ho)

@S_ChiragH @Dawn @saviou @Qawareer @masoom_se_chahat @Rubi @Don @ADVENTURER242 @DuFFer @nelly @SUBHAANA
********************************************************​
hoorrrrrrr mein ye sub read kar k heran tou hoie :-? :p pr inn words py click kro /:) koi link hai i think iss mein :p usy remove kro :D
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
jee jee pata hai /:)
waise bazm e sukhan me ham se sawal hua tha to wahan ham ne bhi thori wazahat kiye hain ghazal aur nazm ki
ahaaaan to aap usse b idhar post kariye na ta k theek se sab ko samajh aa jaye {(popcorn)}
 

NXXXS

~` Weird `~
Superior Member
Apr 24, 2012
114,993
11,776
1,113
Ghazal aur nazm may farq:

Ghazal

Ghazal ka her she'r amoman (generally) mukhtalif maZameen(subject) per mushtamil hota hai , iska pehla she'r matla' kehlaata hai , jis ke donoN miSre'y hum radeef hum Qaafiaa hote haiN , baaQi asha'ar ke misra'-e-caani (dusra misra)meN Qaafia radeef hota hai aakhri she'r jis meN shaa'ir ka takhalus ho maQta' kehlaata hai , sub se ache she'r ko "shah bait" kehte haiN
ghazal kaa unwaan naheeN hotaa .

GHazal in 4 per mushtamil hoti hai
  • (a) radeef
  • (b) qaafiya
  • (c) matla'
  • (d) maqta'
Qafiya:


Qafia ghazal me aane wale hum'awaz or hum'wazn alfaz hote hain jo shair k radeef se pehle aate hain

Radeef:

radeef qafia k bad bar bar aane wala lazf hota hai.

MAtla:


Matla ka amtlab hay talu ya shuroo hone ki jaga Ghazal k pehle shaer ko Matla kehte hain

Maqta:

Maqta ka matlab hay qata karna ya khatam hone ki jaga ghazal k akahri shaer ko maqta kehte hain.

Nazm:-nazm ke lughvi maa'ni haiN "Peerona"

nazm ko aik hee mazmoon (subject) per bayaan kiyaa jaataa hai. is kaa har sher ek doosre se juRaa hotaa hai aur sab mil kar ek hee mazmoon (subject) bayaan karte hain aur nazm kaa ek unwaan hotaa hai.
Nazm meN matle' maQte' kee koi pabandee naheeN hotee


Nazm ki kismeN paai jaati haiN
1: ghazal numaa nazm (who nazm jis meN ghazal jese uSooloN ko lazim rakha jaaey
2: azaad nazm (woh kalam-e-mozoN jis meN Qaafia aur radeef na hoN lakin beHr ho)

@S_ChiragH @Dawn @saviou @Qawareer @masoom_se_chahat @Rubi @Don @ADVENTURER242 @DuFFer @nelly @SUBHAANA
********************************************************​
Inshort jo ferq aik aurat aur lerki mein hota hai .............!! wohi in 2-9 mein b hota hai ....!:D
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
Ghazal arabic mai deer ko boltey hai heeran ko:)

tou songs mai jahan ghazal ata hai mutlub heeran ka hota hai{}{456

nazam aik adhoora word hai pora word nazmo zabt:eek:



@hoorain
 
  • Like
Reactions: hoorain
Top