@Dawnwalaikum assalam janab.
mohtaram aapki thrd approve nahi hui to aapko chahiye tha k ksi bhi mod se pm karke poochlete jaisa k pahle bhi ye baat aapse kayi baar kahi gayi hai.laikin aap fir bhi is tarha thrd laga kar logon ko ikattha karke kah rahe hain ye mere qayal me durust baat nahi hai.aap ek zummedaar shaqs hain apni zummedari ka ehsaas kijiye.
Bahi es liye yahan sab k samny pouch raha hun k mujhy ADMIN pe itebaar nien kyun k wo neutral nien hay balk aik firqy ko support kar rahy hain.
ye baat mien kai baar keh chuka hun aor es ki wazhat bhi kar chuka hun........
mien khud yahan bahut hi kam topic banata hun lakin har baar os ko koi na koi bahana bana kar ya to approve nien kiya jata ya ksi aor section main bejh diya jata hay..........
doosri baat k jo conversation wahan chal rahi thi qadyaniat k thread main to agar main yahan sab k samny nien kehta to wo approve hi nien hona tha jiysa k S_chiragh bahi aor DON bahi k khaylat thy aor shayed faisala bhi ho chuka tha os topic ko khatam karny ka...
ye bhi TOOBA sister ne kaha k thread ko approve hony main 2 ya 3 din lagty hain to es liye main ne yahan un ko batya k os ko post kiye hoye bhi 3 din ho chuky thy lakin phir bhi admin approve nien kar rahy thhy.
ab bhi pata nien kis wajah se approve kiya??
mien ksi islami firqy k khilaf koi topic nien banata aor na hi banaya hay lakin es k bawajood agar ADMIN ko mera yahan post karna pasand nien to mujhy bann kar dain. mujhy koi problem nien hay..