Topic : Parda

  • Work-from-home

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
asli ka dil kon maarna chahta hy ..fhd aqal ka parda utha k soch liya kro kbhi please

main to lfxi dil maarna chahti thi ..
jeena hy to dil maar k jiyo
dil xinda hoga to khwahishyn paida hongi ..khwahishyn paida hongi to wwo aapki naxar aur zuban ka parda khrab kryngi

nhi ?? @Fa!th
dil mar do gi to zinda reh lo gi? puri body main blod kaise pump hoga?
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
parde ke hawale se hmmmmmm han yad aya
parde main rehne do parda na uthaoooooooo parda jo uth gaya to bhed khul jaigaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
its a song :eek:
pardey se shair bola hai song nhi hamesha parde wale shair karna chahiye
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
han i know likin dilka jo parda hai woh dimag ka bhi parda hai
nhi beta ..yhin to sab ghlti kr jaty hyn ..khas tor pr @King_Kong jysys log :)
aqal yani dimag ka prda bilkul important nhi ..agr aap dimag ko prdy myn rkhogy to aapki sochy smjhny ki salahiyat buri trhan asar andaax hogi ..aap behki behki aur be-mtlb baatyn krny lgogy fhd ki trhn :)

yaad rkhiyega sab ... @Shizuka @Muskaaan
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
asli ka dil kon maarna chahta hy ..fhd aqal ka parda utha k soch liya kro kbhi please

main to lfxi dil maarna chahti thi ..
jeena hy to dil maar k jiyo
dil xinda hoga to khwahishyn paida hongi ..khwahishyn paida hongi to wwo aapki naxar aur zuban ka parda khrab kryngi

nhi ?? @Fa!th
pedayish ka malik Allah hai
banjar zameen pr bhi faslen ug jati hain ap kya samjhti ho ap dil maar ke jee lo gi to apke dil main khayalat ki pedayish hona band hojaigi? its na mumkin try kr ke dekh lo
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
nhi beta ..yhin to sab ghlti kr jaty hyn ..khas tor pr @King_Kong jysys log :)
aqal yani dimag ka prda bilkul important nhi ..agr aap dimag ko prdy myn rkhogy to aapki sochy smjhny ki salahiyat buri trhan asar andaax hogi ..aap behki behki aur be-mtlb baatyn krny lgogy fhd ki trhn :)

yaad rkhiyega sab ... @Shizuka @Muskaaan
sahi hai likin dimag ka parda sahi hona chahiye close minded wala parda nhi
what you think?
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
tum myn hi to confidence hy :)
qn k tum hi to wahid ladki ho jo parda kr k yhan conversation continue kiye hue hy
jazakALLAH :)
khuda tmhyn sada suhagan rkhy ameen
g g shukriya AMEEN kyunki parda aik bht hi aham topic hai
ese mai aapni raaye share kiya bagair nhi reh sakti
 
  • Like
Reactions: Rubi

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
its a song :eek:
pardey se shair bola hai song nhi hamesha parde wale shair karna chahiye
songs ki lyrics shairy hi hoti hai faithu pagal
lekin its ook
bhens ko laao
usko samjha leta hn
atleast ummed to rakh sakta hn ke shayed wo samjh jai
 

Rubi

๋• ˆ⌣ˆ ● ĴнαLLi ● ˆ⌣ˆ •๋
Hot Shot
Aug 17, 2010
47,979
14,096
913
WoℵdeℜLaℵd ツ
how deep ...
isiliye dil maar k pardy myn qaid krdo ..wo b kaaly prdy myn qaid .. jisko baher se dekho to sog ka tasur mily aur andr se dekho to lahu-luhan saaf suthra dil mily :)
zakhmi dil kysy gunah kryga phr ??? wo prdy ka paas rkh k srf apny zakhm bhryga andar hi andar :)
pedayish ka malik Allah hai
banjar zameen pr bhi faslen ug jati hain ap kya samjhti ho ap dil maar ke jee lo gi to apke dil main khayalat ki pedayish hona band hojaigi? its na mumkin try kr ke dekh lo
 

Fa!th

--> BIRDY ♪♫♩
Hot Shot
Jul 20, 2010
37,229
12,298
1,113
Who Cares....
songs ki lyrics shairy hi hoti hai faithu pagal
lekin its ook
bhens ko laao
usko samjha leta hn
atleast ummed to rakh sakta hn ke shayed wo samjh jai
dekho fahad yaha topic parda hai tou please bhain ( yourself) ki baatain yaha na karo
shair share karo about parda
 

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi
sahi hai likin dimag ka parda sahi hona chahiye close minded wala parda nhi
what you think?
haan dimagh per apka control hota hai chahen positive soch len chahen negative pr dil pr control nhi hota wahan khayalat khud paida hote hain jabke dimagh main khayalat paida kye jate hain to pehli surat to yehi hai ke hum ache khayalat paida karen uske bad agar shetan ke behkawe pr ya ankhon ki be pardagi ki wajah se kuch nazr aye or bure khayalat paida hon to hum zuban or amaal pr control karen
 
Top