jee aksar waqt to hamara guman sahi sabit hota haiWazeh Is Tarah na k ... kyi baar aisa hota hai k koyi insan jaisa nazar aa raha hota hai waisa hota nahi hai.... ya phir yoon keh lijiay munh pe kuch hota hai insan aur peeth peechay kuch..kuch logon mein yeh khoobi hoti hawoh aisay logon ki pehchan baa asaani kar lete haiN. kiya aap samjhtay hain k aap ko lehjoN aur rawaiyon ki pehcha hai?
yane jo rai ham samne wale bande k liye qaim karte hain wo aksar sahi hua karti hai