Aaj Ki Sehri Aur Aftaari Saviou Mohtram 13-5-2019

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)

Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 13-5-2019 K Mehmaan @saviou Mohtram Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaatay HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Kartay HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Kartay Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہمارے مہمان ہیں
@saviou محترم

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتے ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتے ہین؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتے ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
@Don @saviou @Shiraz-Khan @shehr-e-tanhayi @Hoorain @RedRose64
@Aaylaaaaa @minaahil @Umm-e-ahmad @H@!der @khalid_khan @Untamed-Heart
@duaabatool @Armaghankhan @zaryaab-irtiza @DiLkash @Seemab_khan @Mahen @Masha
@Cyra @Kavi @rooja @Aaidah @BeautyRose @Gaggan @hasandawar @AnadiL @Prince-Farry
@Hasii @Masha @Bird-Of-Paradise @Besharam @shzd @hinakhan0 @zehar @bilal_ishaq_786
@Belahadi @Manahi007 @BeautyRose @ujalaa @*Sonu* @Guriyaa_Ranee @illusionist
@sonu-unique @shahijutt @ujalaa @Layla @Fantasy @Babar-Azam @AM_ @Princess_Nisa
@Shanzykhan @sweet bhoot @NXXXS @IceCream @zahra1234 @AnadiL @Basitkikhushi
@Pari @whiteros @namaal @Abid Mahmood @Iceage-TM @Toobi @i love sahabah
@NamaL @Fa!th @MSC @yoursks @thefire1 @nighatnaseem21 @Fanii @naazii @Miss_Tittli
@junaid_ak47 @Guriya_Rani @Azeyy @Gul-e-lala @maryamtaqdeesmo @HorrorReturns
@shzd @p3arl @Atif-adi @Lost Passenger @marzish @Pakhtoon @candy @Asma_tufail
@Rubi @Tariq Saeed @Mas00m-DeVil @Wafa_Khan @amazingcreator @marib @Raat ki Rani
@Ghazal_Ka_Chiragh @Binte_Hawwa @sweet_c_kuri @sabha_khan40 @Masoom_girl @hariya
@Aayat @italianVirus @Ziddi_anGel @sabeha @attiya @Princess_E @Asheer @aira_roy
@shailina @maanu115 @Dua001 @pyaridua @xortica_ @DesiGirl @huny @AshirFrhan
@Rahath @Shireen @zonii @Noor_Afridi @sweet bhoot @Lightman @Noorjee @hafaz
@Bela @LuViSh @aribak @BabyDoll @Silent_tear_hurt @gulfishan @Manxil
@errorsss @diya. @isma33 @hashmi_jan @smarty_dollie @Era_Emaan
@saimaaaaaaa @Nighaat @crystal_eyez @Mantasha_Zawaar @zaatzarra @reality
@Hudx @Stunning_beauty @Zia_Hayderi @Fadiii @Aqsh_Arch @St0rm

@Don @saviou @Shiraz-Khan @Seemab_khan @Mahen @shehr-e-tanhayi @Hoorain
@Aaylaaaaa @minaahil @H@!der @Untamed-Heart @Sehar_Khan
@duaabatool @Armaghankhan
@Kavi @Gaggan @AnadiL
@Hasii @Bird-Of-Paradise @shzd @zehar
@Manahi007 @ujalaa @*Sonu* @Fantasy
@Shanzykhan @NXXXS @AnadiL @Basitkikhushi
@whiteros @namaal @Abid Mahmood @Zunaira_Gul
@Fanii @junaid_ak47 @Mas00m-DeVil
@Asheer @arzi_zeest @mashooma
@St0rm @Museebat @Adeeha_ @Ram33n @Elephent @ujalaa @Learn-Fast @Museebat
 
Last edited by a moderator:

Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
walaikum assalaaam.........

@saviou bhaiyyaaa welcome... marhaba... pakher.... :)
wese thread dykhty e hmary choty sy dimagh me ek baat aai.... "ab aaya na oont pahaar k neechy" :p
ab eyebrows mt utha lijiye ga... is me hmaari koii ghalti nhi... khud e aa gaii zehn mein...:s
hm zara sochty hyn sawalaat... {(thinkg)}

Kbhi chup k roza tora?? (bachpan mein ya abhi bhi,,, koi bharosa nhi apka =)) )

iftar time qareeb ho tou time kese guzaarty hyn?

jb pehli dafa rozy rkh rhy thy aap tou konsy mosam me tha ramzaan??

pehli dafa poory rozy kis umar me rkhy thy??

abhi khtm nhi huwe sawlaaat... part 2 b aaye ga Inshaa'Allahh
 
Last edited:

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Aslaam O Allaykum Tm K Sathiyo :)

Aaj Ki Sehri Aur Aftari Walay Silsala MeiN Hum 13-5-2019 K Mehmaan @saviou Mohtram Ko Bulaa Rahay HaiN Aur Un Se Kuch Baat Cheet Kartay HaiN.

Aap Log Bhi Sawalaat Pooch Saktay HaiN.

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaatay HaiN?

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Kartay HaiN?

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Kartay Hain?

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

السلام و علیکم تفریح میلہ کے ساتھیو

آج کی سحری اور افطاری کے سلسلہ میں آج ہمارے مہمان ہیں
@saviou محترم

آپ لوگ بھی سوالات پوچھ سکتے ہیں۔
ہمارے سوالات کچھ یوں ہیں
پہلا سوال۔۔ ماہ رمضان کیسا گزر رہا ہے؟
دوسرا سوال۔۔۔سحری کے وقت آسانی سے اٹھ جاتے ہیں؟
تیسرا سوال۔۔۔سحری میں کیا کھانا پسند کرتے ہین؟
چوتھا سوال۔۔۔روزے کی حالت میں سارا دن کیا روٹین رہتی ہے؟
پانچواں سوال۔۔۔روزے کی حالت میں کبھی بھول چوک سے کچھ کھا پی لیا ہو؟
چھٹا سوال۔۔۔افطاری میں پسندیدہ چیز کون سی ہے یا کون سی چیز کے بغیر افطاری کا دسترخوان ادھورا لگتا ہے؟
ساتواں سوال۔۔۔سحری اور افطاری بنانے میں مدد کرتے ہیں؟
آٹھواں سوال۔۔۔پہلا روزہ کس عمر میں رکھا؟
نواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی یادگار واقعہ؟
دسواں سوال۔۔۔رمضان المبارک کے حوالے سے کوئی نصیحت؟

Wa Alaykum Assalam
itnr saare sawal :|
waise shukran mohtarma sehri aur aftari ki dawat k liye sawal k elawa to kuch nahi sehri aur iftari k liye /:)

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?
Alhamdulillah bohot acha guzar raha hai

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaatay HaiN?
jee Alhamdulillah

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Kartay HaiN?
simple khana pasand karte hain oily cheezon se door bhagte hain lekin filhaal akele hain to jo miljaye wo khaa lete hain
sehri me thora chawal zaroori hai aur dahi

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'
pardes me hain job me hain to aksar waqt office me guzarta hai namaz k waqt namaz k liye chale jate hain aur jab kam na ho to thori der quran ki tilawat aur ek do chakkar TM k laga lete hain

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?
nahi Alhamdulillah

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?
iftari me khajoor zaroori hai ab uske sath jo bhi ho

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Kartay Hain?
help kya mohtarma sab ham ko karna hai pardes me akele jo hain /:)
waise aaj kal dost k sath milke karte hain Alhamdulillah

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?
wo to yaad nahi lekin bohot kam umar se hi rakh rahe hain Alhamdulillah

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?
hmm jee har ramadan kuch yaaden chodh jaata hai waise ek baar aisa hua k jaise ramadan ka last roza tha takreeban to hamari ahlia rone lagi k ab kal se ramadan nahi rahega to wo hame bohot acha laga aur yaad rehgaya itni muhabbat ramadan se ma sha Allah

waise kuch saal pehle is TM me hi hamara interview hua tha aur wo bhi ramadan me hi tha /:)

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

yehi k pata nahi phir hame ye mubarak mahina mile ya na mile isko ghaneemat jane aur apne gunahon se tauba karlen akhirat k liye neik tosha tayyar karlen aur duaon me tamaam ummat e muslima ko yaad rakhen

Jazak Allah Khairan
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
walaikum assalaaam.........

@saviou bhaiyyaaa welcome... marhaba... pakher.... :)
wese thread dykhty e hmary choty sy dimagh me ek baat aai.... "ab aaya na oont pahaar k neechy" :p
ab eyebrows mt utha lijiye ga... is me hmaari koii ghalti nhi... khud e aa gaii zehn mein...:s
hm zara sochty hyn sawalaat... {(thinkg)}

Kbhi chup k roza tora?? (bachpan mein ya abhi bhi,,, koi bharosa nhi apka =)) )

iftar time qareeb ho tou time kese guzaarty hyn?

jb pehli dafa rozy rkh rhy thy aap tou konsy mosam me tha ramzaan??

pehli dafa poory rozy kis umar me rkhy thy??

abhi khtm nhi huwe sawlaaat... part 2 b aaye ga Inshaa'Allahh
shukran mohtarma pathani behna
ye pakher kya hai?

apne khud ko pahaar kaha?

na kabhi nahi Alhamdulillah

acha hi guzarta hai quran ki tilawat zikr o azkar aur duaon me Alhamdulillah

yaad nahi shayad thandi ka mausam tha kyun k raat me bahar aag lagate the

kam umar hi thi ab kitni thi ye yaad nahi
 
H@!der

Super Star
Feb 22, 2012
8,413
3,070

mashALLAH.... :") Duaon me yaad rakhiye gaa :)
 
  • Like
Reactions: saviou

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
walaikum assalaaam.........

@saviou bhaiyyaaa welcome... marhaba... pakher.... :)
wese thread dykhty e hmary choty sy dimagh me ek baat aai.... "ab aaya na oont pahaar k neechy" :p
ab eyebrows mt utha lijiye ga... is me hmaari koii ghalti nhi... khud e aa gaii zehn mein...:s
hm zara sochty hyn sawalaat... {(thinkg)}

Kbhi chup k roza tora?? (bachpan mein ya abhi bhi,,, koi bharosa nhi apka =)) )

iftar time qareeb ho tou time kese guzaarty hyn?

jb pehli dafa rozy rkh rhy thy aap tou konsy mosam me tha ramzaan??

pehli dafa poory rozy kis umar me rkhy thy??

abhi khtm nhi huwe sawlaaat... part 2 b aaye ga Inshaa'Allahh
Shabash
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Wa Alaykum Assalam
itnr saare sawal :|
waise shukran mohtarma sehri aur aftari ki dawat k liye sawal k elawa to kuch nahi sehri aur iftari k liye /:)

1۔Ramzaan ul Mubarak Kaisa Guzar Raha Hai?
Alhamdulillah bohot acha guzar raha hai

2۔Sehri K Waqat Asaani Se Uth Jaatay HaiN?
jee Alhamdulillah

3۔Sehri MeiN Kiya khana Pasand Kartay HaiN?

simple khana pasand karte hain oily cheezon se door bhagte hain lekin filhaal akele hain to jo miljaye wo khaa lete hain
sehri me thora chawal zaroori hai aur dahi

4.Rozay Ki Halat MeiN Saara Din Kiya Routine Rehti Hai?'
pardes me hain job me hain to aksar waqt office me guzarta hai namaz k waqt namaz k liye chale jate hain aur jab kam na ho to thori der quran ki tilawat aur ek do chakkar TM k laga lete hain

5.Rozay Ki Halat MeiN Kabhi Bhool Chook Se Kuch Khaa Liya Ho?
nahi Alhamdulillah

6. Aftaari MeiN Pasandeeda Cheez Koun Si Hai Ya Koun Si Cheez Na Ho To Aftaari Ka Dastarkhvaan Adhoora Lagta Hai?
iftari me khajoor zaroori hai ab uske sath jo bhi ho

7.Sehri Aur Aftaari Bnaanay MeiN Help Kartay Hain?
help kya mohtarma sab ham ko karna hai pardes me akele jo hain /:)
waise aaj kal dost k sath milke karte hain Alhamdulillah

8۔Pehla Roza Kis Umar MeiN Rakha?
wo to yaad nahi lekin bohot kam umar se hi rakh rahe hain Alhamdulillah

9۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Yaadgar Waqiya?
hmm jee har ramadan kuch yaaden chodh jaata hai waise ek baar aisa hua k jaise ramadan ka last roza tha takreeban to hamari ahlia rone lagi k ab kal se ramadan nahi rahega to wo hame bohot acha laga aur yaad rehgaya itni muhabbat ramadan se ma sha Allah

waise kuch saal pehle is TM me hi hamara interview hua tha aur wo bhi ramadan me hi tha /:)

10۔Ramzaan Ul Mubarak K Havalay Se Koyi Naseehat?

yehi k pata nahi phir hame ye mubarak mahina mile ya na mile isko ghaneemat jane aur apne gunahon se tauba karlen akhirat k liye neik tosha tayyar karlen aur duaon me tamaam ummat e muslima ko yaad rakhen

Jazak Allah Khairan
Bahot Shukria

Bahot Acha Laga Aap K Javabat PaRh Kar.....

Aatay HaiN Mazeed Sawaal K Sath In Sha Allah
 
Seemab_khan

ღ ƮɨƮŁɨɨɨ ღ
Moderator
Dec 7, 2012
6,424
4,483
1,313
✮hმΓἶρυΓ, ρმκἶჰནმῆ✮
shukran mohtarma pathani behna
ye pakher kya hai?

apne khud ko pahaar kaha?

Kbhi chup k roza tora?? (bachpan mein ya abhi bhi,,, koi bharosa nhi apka =)) )
na kabhi nahi Alhamdulillah

iftar time qareeb ho tou time kese guzaarty hyn?
acha hi guzarta hai quran ki tilawat zikr o azkar aur duaon me Alhamdulillah

jb pehli dafa rozy rkh rhy thy aap tou konsy mosam me tha ramzaan??
yaad nahi shayad thandi ka mausam tha kyun k raat me bahar aag lagate the

pehli dafa poory rozy kis umar me rkhy thy??
kam umar hi thi ab kitni thi ye yaad nahi
ye pakher kya hai?

apne khud ko pahaar kaha?

iska mtlb bhi welcome e bnta hyy...

sawalaat ka part 2 ;))

ramadan mein ghar yaad aata hy??

bhaabi k hath ki bani konsi cheez pasand hy ? (ramadan special)

kbhi kisi py rozy ki halat mein ghussa aaya? agar aaya tou kya krty hyn??

kis cheez sy tang hoty hyn ramadan k dino mein? (k ye na huwa kary)

ramadan mein kbhii travel kiya? (longest travel kitny hours ka kiya)

khud kya cheez best bnaty hyn???

Mohammad bin Salman bin Abdulaziz Al Saud agar apko iftaari ki dawat dyn tou kya feelings hongi?? ;;)

don bhaiyya aur shiraz khan me syy kis k sath ek din sehri aur iftari krni pary tou kis k sath kren gy? (select one)

ab aaye ga mazaaa......
 
bohot zyada kyun k last 4 ramadan india me hi the aur us se pehle wale me family sath thi is baar akele hain

bhaabi k hath ki bani konsi cheez pasand hy ? (ramadan special)

unke hath ki har cheez pasand hai

kbhi kisi py rozy ki halat mein ghussa aaya? agar aaya tou kya krty hyn??

bohot pehle aata tha lekin ab to nahi agar koi kuch ghalat karta bhi hai to dil me uske liye dua karte hain

kis cheez sy tang hoty hyn ramadan k dino mein? (k ye na huwa kary)

hamare ek dost jo TM k member bhi hain @Dawn chutti gaye huye hain aur unki duty bhi karni padh rahi hai jiski wajhe se neend bohot disturb hai

ramadan mein kbhii travel kiya? (longest travel kitny hours ka kiya)

jee saudi se india ghar pahunchte lagh bagh ek din lag hi jaata hai matlab poora din ek tarah se safar me hi hua na room se nikal kar phir india ghar pahunchne tak

khud kya cheez best bnaty hyn???

biryani achi bana lete hain ma sha Allah
lekin kaafi time bhi ho gaya banaye :|

Mohammad bin Salman bin Abdulaziz Al Saud agar apko iftaari ki dawat dyn tou kya feelings hongi?? ;;)

unko nekiyan milenge hame dawat deke chalo hamari wajhe se hukmaran ko nekiyan mili

don bhaiyya aur shiraz khan me syy kis k sath ek din sehri aur iftari krni pary tou kis k sath kren gy? (select one)

sehri @Don k sath agar kuch kami reh gayi to wo iftaar me @Shiraz-Khan se poori karlenge

ab aaye ga mazaaa......
 
  • Like
Reactions: Seemab_khan
Top