Coffee With RedRose- Saviou

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Ek question aur bro..
Insan ko apne pasand se shadi karne chahiye ya parents ki pasand se?

bohot hi ahem sawal

shadi k mutalliq kuch naseehaten kuch sharait hain jo ke hame Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne batayen hain

jaise hadees me farmaya k insaan 4 cheezen dekh kar shadi karta hai
1. khubsurti 2. maal o daulat 3. khandan nasab 4. deen
aur farmaya tum deen ko bartari dena

to hame yahan ye cheez ko muqaddam rakhna chahiye agar maa baap is tarah ka koi rishta layen jo deendaar ho to hame isme haan kehni chahiye aur chunke shadi zindagi bhar ka rishta hai to khud jo shadi kar raha ho wo khud ladki ko pasand kare aur deendar ladki dekhe aur maa baap ko bhi chahiye ki ladke ki pasand ka khayal rakhe
 
Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan

Mashallah very nice bro..
 
Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
Bro ek question aur phr me zuhar ki namaz ke bd a kar pochunga..
Ek sache musalman ki zindage ka asal maqsad kya hona chahiye?
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Ap ke khayal me mohabbat kya hai?
Mohabbat me kitne taqat hote hai?

Mohabbat k kaafi waseee maine hain

Allah ki mohabbat apne bandon se Rasul sallellahu alayhiwasallam ki mohabbat apni ummat se ye do mohabbat sabse aala hai

phir maa baap ki mohabbat apne bachon se

shohar aur biwi ki mohabbat ek dusre se jo k zindagi ko sukoon aur etmenaan se lejati hai aur insan dusre insan se mustafeed aur lutf andoz hota hai aur apna ap ko haram se bacha kar halal me khush hota hai

dost ki mohabbat dost se jo zindagi k har lamhaat me har mushkilat me usko sath deti hai iski sab se behtareen misaal Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam aur abu bakar siddiq razi allahu anhu ki hai

ustad aur shagird ki mohabbat ek dusre se jiski bhi kayi misalen hame milti hain

mashooq ki mohabbat apni mashuqa se ye hai to shariatan galat lekin dekha gaya hai k aksar loog ishq me pagal hojate hain duniya ko bhul jate hain aur akhir me sirf barbadi naseeb hoti hai

paison ki mohabbat daulat se mohabbat jo insaan ko gumrah kar deti hai rishe daron ko door kardeti hai bhai bhai me nafrat ko paida kardeti hai

dunia ki mohabbat jo insaan ko apne deen se gafil kar deti hai wo ye bhul jata hai k usko ek din marna hai ye duniya fani hai usko isse chorkar jana hai

aur bhi kayi marahil hain mohabbat k agar hamse kaha jaye to ham ek kitab likhden Mohabbat kya hai par

jo fitri mohabbat Allah ne rakhi hai wohi haqeeqi mohabbat hai Apne Allah se Rasul se Deen se Maa Baap se Bhai bahen se Dost se Ustadon se Biwi se :)

is par bhi zara nazara dalen

Kisi Ne Poocha Mohabbat Kiya Hai
Samandar nay kaha
Mohabbat samandar key gehraiyo may chepie hoe eik seepe hai

Jiss may chahat jessa anmol moti mojood hai

Baadal nay kaha
Mohabbat eik ~dhanak hai
Jiss may har Rang Nomaya hota hai...

Shairr nay kaha
Mohabbat eik esse ghazal hai
Jo har eik sunay walay kay dil may
uttar te chali jate hai

Saaz nay kaha
Mohabbat eik essa geet hai
Jo Dil may uttar jata hai

Malee nay kaha
Mohabbat gulshan kay phool key woh dilkash khusboo hai
Jiss may sara
gulshan mehak uttah hai

Ankhon nay kaha
Mohabbat ansoo ka samandar hai
jo kisse kay intezar may khamoshi say
behta hai

Dil nay kaha
Mohabbat kisse ko Khamoshi say chahay janay ka naam hai
kay aakhire
waqt bhee Izhar na kiya jay

Naseeb nay kaha
Mohabbat wala duniya ka khush Kismat tareen insaan hai
Aur jiss kay Dil may Mohabbat nahin
Woh duniya ka Badd Tareen shakhs Hai

Nafrat nay kaha
Aakhiri Jeet Mohabbat ki Hoti hai
 
wah wah kya khene kya khob bayan kiya ap ne zabardast bro:-bd
 
*shehzadi*

TM Star
Apr 2, 2010
3,770
1,891
113
pakistan

bohot hi ahem sawal

shadi k mutalliq kuch naseehaten kuch sharait hain jo ke hame Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne batayen hain

jaise hadees me farmaya k insaan 4 cheezen dekh kar shadi karta hai
1. khubsurti 2. maal o daulat 3. khandan nasab 4. deen
aur farmaya tum deen ko bartari dena

to hame yahan ye cheez ko muqaddam rakhna chahiye agar maa baap is tarah ka koi rishta layen jo deendaar ho to hame isme haan kehni chahiye aur chunke shadi zindagi bhar ka rishta hai to khud jo shadi kar raha ho wo khud ladki ko pasand kare aur deendar ladki dekhe aur maa baap ko bhi chahiye ki ladke ki pasand ka khayal rakhe
wah saeen wah kiya bat kahi =D>
 
wah nashir bro thek to nahi gae itne lambe jwab se
mohebet ashiq or mashooq ki buri he hojae to ise dabba dabba k khetem ker dana chahiye .pasa ki or dunya ki sab s buri h
 
saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
oh chalo me pochta hun saviou bro ek aur question pochta tha me ne plz check it in previous posts..

haan bro zaroor :)
bas net slow hai ek dam ek page khulne bohot waqt lag raha hai

insha Allah jab tak interview chalega sare sawalon k jawab denge
 
MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
bohot hi ahem sawal

shadi k mutalliq kuch naseehaten kuch sharait hain jo ke hame Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne batayen hain

jaise hadees me farmaya k insaan 4 cheezen dekh kar shadi karta hai
1. khubsurti 2. maal o daulat 3. khandan nasab 4. deen
aur farmaya tum deen ko bartari dena

to hame yahan ye cheez ko muqaddam rakhna chahiye agar maa baap is tarah ka koi rishta layen jo deendaar ho to hame isme haan kehni chahiye aur chunke shadi zindagi bhar ka rishta hai to khud jo shadi kar raha ho wo khud ladki ko pasand kare aur deendar ladki dekhe aur maa baap ko bhi chahiye ki ladke ki pasand ka khayal rakhe
very nicely replied
agreed....
 
Status
Not open for further replies.
Top