Coffee With RedRose- Saviou

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Bro ek question aur phr me zuhar ki namaz ke bd a kar pochunga..
Ek sache musalman ki zindage ka asal maqsad kya hona chahiye?
bohot hi acha sawal bro
jisse ham sab aaj gafil hian aur issi wajhe se masaib me padhe hain Allah k azab k mustahiq bante jaa rahe hain

Allah ne hame jis maqsad k liye paida kiya hamara wohi maqsad hona chahiye

Az-Zariyat (51) Ayat (verse) No.: 56


وَمَا خَلَقْتُ الْجِنَّ وَالْإِنسَ إِلَّا لِيَعْبُدُونِ http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=51&f=56&Reciter=1

I created the jinn and humankind only that they might worship Me .

Allah tala ne jinn aur insaan ko uski ibadat k liye paida kiye to hamara uthna baithan ussi ki marzi k mutabik hona chahiye uski raza hasil hojaye wo khush hojaye bas yehi ek sache musalman ka maqsad hona chahiye aur ye bilkul hi asaan hai deen aasaaan hai

aur Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne ham roshan raste par chora hai bas hame amal karne ki zaroorat hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen :)
 

Nelly

VIP
Sep 23, 2009
97,862
38,645
1,313
United Kingdom
asslam o alaikum bhaiyya:)

yun to idhar aap ki life ke baare main sawal pooch re hain

per abhi mera ek sawal hai ke jab roza rakha ho to lipstick ya lip gloss nai na laga sakte but kya vaseline lagana bhi allowed nai hai?????
 

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan

bohot hi acha sawal bro
jisse ham sab aaj gafil hian aur issi wajhe se masaib me padhe hain Allah k azab k mustahiq bante jaa rahe hain

Allah ne hame jis maqsad k liye paida kiya hamara wohi maqsad hona chahiye

Az-Zariyat (51) Ayat (verse) No.: 56
وَمَا خَلَقْتُ الْجِنَّ وَالْإِنسَ إِلَّا لِيَعْبُدُونِ http://quran.al-islam.com/Recite/CRecite_g2.asp?s=51&f=56&Reciter=1

I created the jinn and humankind only that they might worship Me .

Allah tala ne jinn aur insaan ko uski ibadat k liye paida kiye to hamara uthna baithan ussi ki marzi k mutabik hona chahiye uski raza hasil hojaye wo khush hojaye bas yehi ek sache musalman ka maqsad hona chahiye aur ye bilkul hi asaan hai deen aasaaan hai

aur Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam ne ham roshan raste par chora hai bas hame amal karne ki zaroorat hai

Allah hame deen ki sahi samajh aata farmaye Aameen :)
Ameen
Thanks bro..
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
asslam o alaikum bhaiyya:)


yun to idhar aap ki life ke baare main sawal pooch re hain

per abhi mera ek sawal hai ke jab roza rakha ho to lipstick ya lip gloss nai na laga sakte but kya vaseline lagana bhi allowed nai hai?????

Wa Alaykum Assalam Wrwb :)

aap bhi hamari zindagi se mutalliq sawal kar sakte ho

haan to jahan tak vaseline ka sawal hai ye honton par ye phir jism k kisi aur hisse par lagate hain to chunke ye giza ki tarah istemal nahi hota aur naa hi hamare pait me jata hai to isko lagane me koi harj nahi hai wallahu aalam :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and Nelli

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
heheh ok poochti hun
saviou bhai aap ki zindagi ki sab se bari khuwahish kya hai?????
haha masha Allah :)

ye sawal yahan kayi doston ne alag alaga zaviye se pucha hame
aur sab ko unke hisab se alag zawiyon se hamne jawab diye hain

haj karne ki khwahish thi jo ke wo puri hogayi Alhamdulillah :)
abhi to filhaal shadi karne ki khwahish hai insha Allah Dec me wo bhi puri hojayegi :)

sabko hamne dawat bhi dedi hai apko bhi dawat hai :)
 
  • Like
Reactions: Aara'af and Nelli

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
oh MASHALLAH bhai
ALLAH aap ki aane wali zindagi main khushian ata farmaye:)
and thanks mujeh bhi invite karne ke liye
Aameen summa Aameen :)

aap bhi apki shadi me hame invite karna
bhulna nahi :p
 
Status
Not open for further replies.
Top