اعتکاف کیا ہے ؟

  • Work-from-home

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
jazakAllah...!

mujhe kuch pochna tha ..etiqaf masjid me hi bethna hota hai..qareeb kahin masjid me esa intizam na ho to agr koi urat ghar me bethna chahen kisi alag kamre me to is k bare me batayen,.
akhiri saat din k etiqaf ki wazahat kren..kyun k mai ne 10 aur 3 din k etiqaf k bare me hi suna hai abi tak?
ghar me etekaf ny huga ye kisi b hadis se sabit nahi balke quran ki saaf ayat hy aur ahadees bhi wazeh hy chahe mard hu ya aurat etekaf masjid me hi karenge
ab agar masjid me aurat ke lie intezam na hu tu wu ghar me hi ibadat kare uski niyat k mawafiq Allah ajar dega in sha Allah wu etekaf me baithe logon ki khidmat kare jese unku khana bana kar bheje unke kapro ka intezam wagairah Allahu aalam

akhri 10 din ka itekaf hi sunnat hy iske elawa dusre sahabi se kuch kam ka b saboot milta hy jese hazrat umar ne nazar mani thi ek din ke itekaf ki aur dusre sahabi ne jab Allah ke rasul se pucha tu wo 23 ki raat ku ane ku kaha husakta hy wu pehle taaq raat guzar jane ke baad puche hu islie uske baad wali raat ku ane k lie kaha Allahu aalam
 
Top