تفریح میلہ دار الحکمت

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
itni bhi andher nagri nahi keh main ankh band kar ke darya main chalang laga doon :p
sister aap ka elaaj theek nahi main kisi aur clinic chala jata hoon
i m not satisfied with this treatment :p
masla aap ka nahi bhai aap ki soch ka hai....
jab insaan soch le k uss ki marzi ka anjaam ho, to woh apni marzi ka anjaam dekhne k siwa har baat ko ghalat samjhnay lagta hai. ab yeh clinic hai koyi marriage bureau nahi k jahan chat mangni tay patt viyaah ho jaaey aur phir THE END....
yahan dheere dheere elaaj hota hai jo na aap ki jaib par bhari ho aur na dil o dimaagh par.
aur aankh band kar k chalaang laganay ka kis ne bola..... yaani k aap k dimaagh mein khalal hai jis ki vaja se apnay matlab ka matlab nikaltay ho muttalib bhai :p
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Buhat achi aur dilchusp thread hey
kisi waqt furset mai'n sub k comments perhoo'n ga
waisey hum khud kisi Doctor sey kam nahi'n is qisim k muamlaat mai'n
tu aap log mairi salahiyatoo'n aur tajrubey sey istifadha hasil ker saktey hai'n.....
Tashreef awari ka shukria khoay musafir...... hum buzurgoN ki shafqat ko teh e dil se khush amdeed kehtay haiN aur aap k dast e shafqat k liay mamnoon hain. Aap ka tajurba aur mashvaray humaray Dar ul Hikmat ki tareekh mein 4 nahi to 3 chaand zaroor lagayen gay Insha Allah.
Sab mareezoN ki history araam se parh k javab dijiay ga.:p
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
masla aap ka nahi bhai aap ki soch ka hai....
jab insaan soch le k uss ki marzi ka anjaam ho, to woh apni marzi ka anjaam dekhne k siwa har baat ko ghalat samjhnay lagta hai. ab yeh clinic hai koyi marriage bureau nahi k jahan chat mangni tay patt viyaah ho jaaey aur phir THE END....
yahan dheere dheere elaaj hota hai jo na aap ki jaib par bhari ho aur na dil o dimaagh par.
aur aankh band kar k chalaang laganay ka kis ne bola..... yaani k aap k dimaagh mein khalal hai jis ki vaja se apnay matlab ka matlab nikaltay ho muttalib bhai :p
yeh kesi muaalija hai keh ilzaam tarashiyoo'n ki bochaarh kar di mujh bechaary Mareez e Ishq par lolzzz
mujhe Darul Hikmat ki tajawozaat ko hatane ki zimmedari @Shiraz-Khan bhai ne di hai
unka kehna hai keh pathaary agar fruit frosh lagain to koi baat hai mgr Doctors ko badnam karne ke liye agar koi Darul Hikmat jesa pathara khole to unko sarhko'n se saaf kia jaye :p

@Lost Passenger aap kia kehte hain patharo'n ke baary main?
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
thori parhez kijiay aab e 2 aatsheeN se...... mehda kharab ho jaaey ga aur jigar ko bhi le doobay ga.
sisoooooooo aap ne to hamain murda khaane bhejna ka intizaam shuru kia hai
انھیں جو منظور دیکھنا ہے تو آکے ایسے میں دیکھ جائیں
لیا سہارا مریض غم نے چراغ کچھ بجھ کے جھلملایا
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
Zakhm khurdha kehna tu munasib nahi'n hoga
albat'ta is dasht ki siyahi ka kafi wasi tajruba hey

keh kafi pehley hi ek shair nazer se guzra tha,

Tum mai'n him'met hey tu zamaney se baghawet kerlo
werna maa baap jaha'n kehtey hai'n shadi kerlo
humara khyaal hai k baghawat se zyada Maan baap ki marzi ko ehmiyat di jaaey.......
nibhay to paanchoN ghee aur sar karaahyi mein
na nibhay to agla chance baaqi rahay {(bye)}
 
  • Like
Reactions: Lost Passenger

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
lo ab apne bhai ko sanbhalo
aap ne shayed ghour nahi kiya k unhoN ne maazi baeed ka zikar kiya hai zamana e haal ka nahi...
woh marz ki sakhtiyan bardasht kar k sehat paa chukay hain ... sona bhatti mein tap k kundan ho chuka \:D/
 

sonofaziz

TM Star
Dec 28, 2015
1,044
679
1,213
Karachi
Maamla khaasa serious hai.
lakin jaisa k aap khud hi keh chukay k har insaan ko haq hai k apni marzi se zindagi kay faislay karay to iss ka matlab hai k aap baat ko samjhnay k bavajood nazar andaaz kar rahay haiN.
Udasi to mizaaj ka hissa hoti hai, udaasi k bina khushi ko sahi se mehsoos nahi kiya ja sakta, is liay udaasi se pareshan honay ki bajaey udasi ko udaas karne ki koshish kijiay, afaaqa ho ga In sha Allah
Maamla khaasa serious hai.
lakin jaisa k aap khud hi keh chukay k har insaan ko haq hai k apni marzi se zindagi kay faislay karay to iss ka matlab hai k aap baat ko samjhnay k bavajood nazar andaaz kar rahay haiN.
Udasi to mizaaj ka hissa hoti hai, udaasi k bina khushi ko sahi se mehsoos nahi kiya ja sakta, is liay udaasi se pareshan honay ki bajaey udasi ko udaas karne ki koshish kijiay, afaaqa ho ga In sha Allah
کیا افاقہ اور کیا خسارہ
افاقہ یہ ہے کہ جس سے دل کی دھڑکنیں منسلک ہیں وہ مجھ سے آ ملے
اور خسارہ اس کے برعکس
انسان سمجھتا ہے اپنا اچھا بُرا مگر پھر بھی وہ ان دیکھا کرتا ہے
جیسے کہ گناہ کا علم ہونا اور گناہ کرنا
جیسے کہ محبت میں درد ہی ملنا ہے یقین بھی ہے مگر بھی امید لگائے رکھتے ہیں
وہ جو اک آس ہوتی ہے نا بس وہی اک رشتہ تو ہے جو ٹوٹے نہیں ٹوٹتا۔
پھر کیا افاقہ اور کیا خسارہ
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
hahahaha
confusion ho rai hy abb ap clinic mn
jaisy buss awam ko ullu bna rai hn.

kabhi awam ko jhanjorr k muhabbat jagany ki bat krti hn .
kabhi muhabbat k elaaaj ki.

yh chal kia raha hy aakhir ???
zyada sochne se be-etbaari janam leti hai... yehi aap k sath ho raha hai.
aap ne shayed sahi se javab nahi parha.....

phir se parhiay aur dekhiay samjh aayi k nahi. warna aik hafta badaam khaaiay nihaar munh. Zehn ko taazgi bakhshein gay.
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
theek hai janab hum apne alfaaz wapas le kar
aap ko ba himmat jawan keh kar pukaarengy jis ne shadi kar li
mgr
نہ پوچھو کس قدر ہوگا عذاب آخرت اس پر
شب غم جس مریض ہجر کو آرام آتا ہے
marz to woh jo na araam lene de aur na kisi ko dene de.....
yahi kehna chah rahay hain naa aap?
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
عجب نہیں کہ نہ ہو اشک میری آنکھوں میں
مریض عشق کو ہے خشکی دماغ ضرور
dimaghi khushki k liay dimagh ko nikaal kar aik din k liay badaam k tail mein daboay rakhen, tar o taaza ho jaaey ga.
 
Top