رمضان کے آخری عشرہ میں اعتکاف کرنا اور اعتکاف ہر ایک مسجد میں درست ہ

  • Work-from-home

Humrahi

Active Member
Jun 18, 2012
291
243
743
!!India!!
3rd year university student hon ..commerce parh raha hon..CA karne ka irada hai....aur family ke saath hon mai ..:)..
dua karyega inshaAllah
Allah aapko kamyab kare!!
Mere saat to aisa hua ke ek waqt aisa aaya mai padhte padhte bore hogaya :(
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yar fezan e madina main jo 30 din ka aitekaaf kya ja rha hai woh konsa wala aitekaf hai?
ye apku faizan e madeena wale hi bata sakte hy koi naya deen huga
sunnat tu yehi hy ki akhri ashre me etekaf kia jae Allahu Aalam
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
woh log kehte hain ke sunnat ke mutabiq to akhri ashre main hi kya jata hai lekin hum log nafli 30 rozon ka kr rhe hain
to aitekaaf to hai hi nafli ibadat yeh koi farzi ibadat to nhi na? phir nafal to farz ibadaton ke hote haina nafli ibadat ka nafl kaise ho sakta hai plz explain
 
*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
woh log kehte hain ke sunnat ke mutabiq to akhri ashre main hi kya jata hai lekin hum log nafli 30 rozon ka kr rhe hain
to aitekaaf to hai hi nafli ibadat yeh koi farzi ibadat to nhi na? phir nafal to farz ibadaton ke hote haina nafli ibadat ka nafl kaise ho sakta hai plz explain
bhaai my apki baat ny smajha
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yr fezan e madina wale keh rhe hain ke sunnat ke mutabiq aitekaaf akhri ashre main hi kya jata hai lekin hum log nafli aitekaaf rakh rhe hain 30 rozon ke taake pure ramzan dunya ki buraiyon se dur reh ker masjid ke kone main Allah ki ibadat krte rahen or isi silsile main fezan e madina naam ki masjid main takreeban 400 aitekaaf lage hoye hain pehle roze se
to kya yeh sunnat e nabvi ki toheen nhi? kya nabi SAW ko yeh nhi jataya ja rha ke aap SAW ne to sirf 10 din ka aitekaf rakh ker sunnat banayi thi
lekin hum aap SAW se b barh ker naik or Allah se muhabbat krne wale hain
ya dusre lafzon main inke nazdeek MUhammad SAW ki sunnat koi importance nhi rakhti jo yeh koi b amal apni marzi se change kr lete hain?
 
  • Like
Reactions: مسلم

bhaai ab in fezan e madeena walu k bare me kia bulu Allah se hidayat ki dua karta hu bas apku wu hadees tu yaad hugi
من رغب عن سنتي فليس مني
 
Top