Video روزے کی نیت کے بارے میں کچھ اصلاح

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Wa Alaykum Assalam wrwb :)
subhan Allah bohot hi umdah aur mufeed sharing hai janab
bilkul sahi kaha apne niyyat dil ke iradeh ka naam hai isse zuban se aada karne ki zaroorat nahi
balke zakheere ahadees me iski koi sanad hi nahi milti siwaye haj aur umrah ke

hame wohi amal karna chahiye jo sunnat se sabit ho

Allah apko jazaye khair de aur hame amal ki taufeeq aata farmaye Aameen
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
mashaAllah bohat achhi sharing ki hai aapne,

beshak keh asal kamyaabi sunnat pe he amal karne maen, Allah ta'laa hum sub ko sunnat ke mutaabiq zindagi guzarne ki taufeeq ataa farmaye, ameen...

jazaakAllah Khair
 
  • Like
Reactions: ABDULLAH123

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
MashAllah Very Nice sharing

Bohat Acahy andaaz may aur sahe dalylel k sath app nay batay hay k neeyat Dil k Iradah k namhay is k munh say iqrar kerna xaroori nahi

Allah Talah Hum Sub ku Deen ku sahe meaning ku samjhnay ki toufeeq atta fermaye .....Ameeen
 
  • Like
Reactions: ABDULLAH123

ABDULLAH123

Newbie
Jul 6, 2011
63
54
0
Wa Alaykum Assalam wrwb :)
subhan Allah bohot hi umdah aur mufeed sharing hai janab
bilkul sahi kaha apne niyyat dil ke iradeh ka naam hai isse zuban se aada karne ki zaroorat nahi
balke zakheere ahadees me iski koi sanad hi nahi milti siwaye haj aur umrah ke

hame wohi amal karna chahiye jo sunnat se sabit ho

Allah apko jazaye khair de aur hame amal ki taufeeq aata farmaye Aameen

جزاک اللہ خیرا بھائی
بالکل اللہ تعالیٰ نبی اکرم ﷺ کے اسوہ پر عمل کی توفیق دیں، آمین


---------- Post added at 03:46 PM ---------- Previous post was at 03:45 PM ----------

mashaAllah bohat achhi sharing ki hai aapne,

beshak keh asal kamyaabi sunnat pe he amal karne maen, Allah ta'laa hum sub ko sunnat ke mutaabiq zindagi guzarne ki taufeeq ataa farmaye, ameen...

jazaakAllah Khair



جزاک اللہ خیرا بھائی


MashAllah Very Nice sharing

Bohat Acahy andaaz may aur sahe dalylel k sath app nay batay hay k neeyat Dil k Iradah k namhay is k munh say iqrar kerna xaroori nahi

Allah Talah Hum Sub ku Deen ku sahe meaning ku samjhnay ki toufeeq atta fermaye .....Ameeen




جزاک اللہ خیرا بھائی
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
jazakAllah khair abdAllah bhai badi acchi thrd lagayi hai aapne hum me se aksar log in bataun par dhian nahi dete.aapne wazeh andaz me samjhaya hai k niyyat dil k iraade ka naam hai naake zuban se.
 
  • Like
Reactions: ABDULLAH123

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
MashAllah buhut he useful Thread aapne share kiya and wakiye mei niyat dil se he ki jaate hain serf zaban se iqrar kerna kafi nahin hota...
JazakAllah Khair...
 
  • Like
Reactions: ABDULLAH123

ABDULLAH123

Newbie
Jul 6, 2011
63
54
0
jazakAllah khair abdAllah bhai badi acchi thrd lagayi hai aapne hum me se aksar log in bataun par dhian nahi dete.aapne wazeh andaz me samjhaya hai k niyyat dil k iraade ka naam hai naake zuban se.
جزاک اللہ خیرا بھائی


---------- Post added at 08:01 PM ---------- Previous post was at 08:01 PM ----------

MashAllah buhut he useful Thread aapne share kiya and wakiye mei niyat dil se he ki jaate hain serf zaban se iqrar kerna kafi nahin hota...
JazakAllah Khair...
جزاک اللہ خیرا
 
Top