lautna kya hai bas thori fursat mil jayeto kiya main @saviou bhai ke jald loatne ki dua karo'n
ya aap ke sandle ka naap yaad rakho'n
waise ham to yahin hain mohtarma bas pehli jaisi fursat nahihumein yaqeen hai k aap dua kareN gaay aur woh qabool ho jaaey gi... lakin woh apnay watan gaey hain to ghar waloN ko b time de lein na zara... phir aana to yaheen hai naa @saviou Mohtram ne.