assalam o alaikum doston.
ramazan ka mubarak mahina hum se wida hone wala hai.humne is ramazan me kia khoya kia paaya ye Allah hi baheter janta hai.aur wahi janta hai k humne apni baqshish is mubarak mahine me karwali hai ya nahi.abhi eid keliye sirf chund din hi rah gaye hain.
umeed k aapki tayyariyan saari mukammal hogayi hain.aur han yaad rakhen eid ul fitr ada karna na bholen kyunke ye har musalman keliye wajib hai.aur ye eid ki namaz se pahle pahle ada karna hai.ek aur baat apne ghareeb musalman bhaayi bahnon ko bhi na bhoolen unhe bhi is eid ki khushioan me apne saath rakhen.
eid ki tayyraon ka maza hi kuch aur hota hai.dry fruits ki khareedi karna,mehendi k designs dalna,sewiyan ki tayyari karna,aur isi tarha bahot si aisi cheezen hain jo eid k khareeb me ki jaati hain.khair mujhe bhi is eid me yaad rakhiyega aur meri taraf se aapko eid ki bahot bahot mubarak baat arz hai.Allah aapko is edi ki har khushi naseeb kare aameen.aur ab arshad ko ijazat dijiye eid k baad mulaqaat hogi inshaAllah

كل عــام و أنتـم بخيــر
aur ye lijiye sheer khurma recipe
aur ye lijiye sheer khurma recipe