~~~ 2 chiriyon ki love story,

  • Work-from-home

mirza37

Hot Shot
Jul 17, 2010
15,341
7,043
913
49
UAE ABU DHABI

Do chiriyon ki LOVE STORY
Ek din chira bola
mujhe chor kr kbi tm urh to nahn jaogi?
Chiriya: urh jaon to tum pakar lena.
Chira: me tmhain pakar sakta hun par phir pa nahin skta.
Chiriya ki ankhon me ansu aa gaye usne apne pankh tor liye or boli ab hum hamesha sath rahengy

aik din zor sy tofan aya chira urhne laga.
Tabi chiriya boli tum urh jao me nahin urh sakti

chira apna khyal rakhna keh kr urh gaya jb tofan thama aur chira wapas aya to usne dekha ke chiriya mar chuki thi
Aur ek dali par likha tha
kash woh ek bar to kehta k me tumhen nai chor skta

to shyd me tofan ane say pehly nai mrti.
 
Top