A Huge Collection Of Ashars

  • Work-from-home

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
YuN phir raha hai kaaNch ka peekar liye huye
ghaafil ko gumaaN hai ke paththar na aaye ga
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Ya deewaana haNse ya jise tu taufeeq de
warna is duniya mein aa kar muskuraata kaun hai
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Zindagi qatre ko sikhaati hai israar-e-hayaat
yeh kabhi gohar, kabhi shabnam, kabhi aaNsu hua
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Gar baazi ishq ki hai, jo chaahe laga do Dar kaisa
gar jeet gaye to kya kehna, haare bhi to baazi maat nahi
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Har ek to zaa'm tha kis kis ko naakhuda kehte
bhala hua keh safeena kinaare jaa na laga
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Qaid-e-hayaat-w-piNd-e-gham asal mein dono ek hain
maut se pehle aadmi gham se nijaat paaye kyun
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Bas ke dushwaar hai har mushkil ka aasaaN hona
aadmi ko bhi maiyassar nahi insaaN hona
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Tu hi naadaN chuNd kaliyon par qanaa'at kar gaya
warna gulshan mein ilaaj-e-tangi-e-daamaN bhi hai
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Urooj-e-aadam-e-khaaki se anjum sehme jaate hain
keh yeh TooTa hua taara mah-e-kaamil na ban jaay
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
Aie taayar-e-laa hoti hai us rizq se maut achchi
jis rizq se aati ho parwaaz mein kotaahi
 
Top