Roza Aarfa Ke Din Ka Roza

  • Work-from-home

Zee Leo

~Leo ! The K!ng~
Banned
Aug 1, 2008
56,471
23,637
713
Karachi
Assalam Walaikum everyone Quran main jaga jaga roze rakhne ka hukum aya hai roze ka asal maqsad takwa peda karna hai insan main. Youm Arfa ke din 9 Zil Hajj ko Muslims ko roze rakhney ka hukum diya gaya hai jis ka kitna faida hai aap ko sahih muslim ki ye hadees parh ke andaza ho jaye ga umeed hai ke aap sub is se faizyaab hone ki koshish karenge aur roza rakhenge InshaAllah


Urdu Translation:
Abu Qatada al ansari se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallaho alaihey wasallam se arfa ke Rozey ke baarey mein pucha to farmaya ye ek saal guzrey huye aur ek saal aagey aaney waley (gunaaho ka) ka kaffara hai.
Sahih Musleem,Rozey ke masayeel,2746

English Translation:

Abu Qatada al-Ansari (Allah be pleased with him) reported that the Messenger of Allah (may peace be upon him) was asked about fasting on the day of 'Arafa (9th of Dhu'I-Hijja), whereupon he said: It expiates the sins of the preceding year and the coming year.
Sahih muslim, Book 006, Hadith 2603
 

Prince-Farry

TM Champ
Mar 19, 2008
62,319
25,810
1,313
walakumsalam wrwb :( :( :(
JazakaAllah khair share karne ke lie..
Allah hum sab ko is din ka roza rakhne ki taufeeq ata farmayein
AMEEN
 

Asma24

~~*Patar Patar~~*
VIP
Oct 21, 2010
9,256
5,200
513
waleikum assalam ..jazakallah khair zee ..very important sharing ...thanxx for telling us..ALLAH her niyat kerne wale ko pur amAL banaye AAMEEN
 
Top