Aorat Ka Ghar Sy Nikalna

  • Work-from-home

REHAN_UK

Newbie
Dec 8, 2014
21
24
53
karachi
like ur post with authentic references.
sab larkian nikalti hain bahar kisi na kisi majbori main.kio k dunia k 7 bhi chalna hai.
but now a days its becomes difficult.especially in european countries.
and rukh e aaftab aap ko apny amal karnay ka kisi ko yaqeen dilany ki zarorat nhin.bec thats between u and Allah....
tc
 

silent_heart

♥ Mя Heaяt ♥
TM Star
Nov 26, 2014
1,591
1,276
613
in heart :)



✦........♥ Taleem, Mulazimat ya Shopping ke liye ♥........✦
✦...........▶▶▶ Aourat ka Ghar se Nikalna ◀◀◀...........✦


"Aourton ko RabbulAlameen ki Taraf se Hukum diya gaya ke wo Apne Gharo mein hi Rahen aur (Khangi umoor ke sath) Namaz, Roza aur Zakat wagerah ki Baja Aawri Karen." (Mafhoom Surah Al-Ahzab:33)


Albatta Shadeed zarurat aur Majburi ki surat mein Shari’ate Mutahrah ne Aourat ko Ghar se bahar nikalne ki Darj zail Sharayet ke sath Ijazat di hai:

❶ Nigahen nichi rakhen. (Surah An-Noor :: 32)

❷ Khushbon laga kar na Niklen. (Sunan An-Nasa’i :: 5126)

❸ Be pardah na niklen ke log un ke Husn aur libas par Nazar dalen Neez Aisa Muzayyan burqa ya Hijab bhi na pahnen jo Ajnabi nigahon ko Mutawajje kare. (Mafhoom Surah An-Noor :: 32, Surah Al-Ahzab :: 59)

❹ Paon mein aisa Zewar ya Pazaib wagerah na pahne jis se Aawaz ya Jhankar sunayi de. (Mafhoom Surah Al-Noor :: 32)


❺ Raaste ke darmiyan mein na Chalen balke Mardon se Alag kinare par chalen. (Sunan Abu Dawood :: 5272)

❻ Mardon se baat karne ki Nobat Aaye to Zanana Nazakat o Narmi ke bajaye Nape tule Alfaz mein Sakhti se baat kare. (Mafhoom Surah Al-Ahzab :: 32)

❼ Rash aur Bheed bhaad ki aisi jaga mein dakhil na ho jahan Zanana Jism ke kisi Mard se Mas hone ka Andesha ho. (Mafhoom Sunan Abu Dawood :: 5272)

❽ Tanhayi aur khuloot ki Aisi jage na jaye jahan koi Na’Mahram mard ho, chahe wo Mard lakh paarsa (parhaizgar) hi kyun na ho. (Sahih Bukhari :: 3006)
Masha'Allah :)
Allah Pak amal karne ki tufeeq dy girls ko Ameen Nice sharing :)
 
  • Like
Reactions: Rukh-E-Aaftaab

Armaghankhan

Likhy Nhi Ja Sakty Dukhi Dil K Afsaany
Super Star
Sep 13, 2012
10,433
5,571
1,313
KARACHI



✦........♥ Taleem, Mulazimat ya Shopping ke liye ♥........✦
✦...........▶▶▶ Aourat ka Ghar se Nikalna ◀◀◀...........✦


"Aourton ko RabbulAlameen ki Taraf se Hukum diya gaya ke wo Apne Gharo mein hi Rahen aur (Khangi umoor ke sath) Namaz, Roza aur Zakat wagerah ki Baja Aawri Karen." (Mafhoom Surah Al-Ahzab:33)


Albatta Shadeed zarurat aur Majburi ki surat mein Shari’ate Mutahrah ne Aourat ko Ghar se bahar nikalne ki Darj zail Sharayet ke sath Ijazat di hai:

❶ Nigahen nichi rakhen. (Surah An-Noor :: 32)

❷ Khushbon laga kar na Niklen. (Sunan An-Nasa’i :: 5126)

❸ Be pardah na niklen ke log un ke Husn aur libas par Nazar dalen Neez Aisa Muzayyan burqa ya Hijab bhi na pahnen jo Ajnabi nigahon ko Mutawajje kare. (Mafhoom Surah An-Noor :: 32, Surah Al-Ahzab :: 59)

❹ Paon mein aisa Zewar ya Pazaib wagerah na pahne jis se Aawaz ya Jhankar sunayi de. (Mafhoom Surah Al-Noor :: 32)


❺ Raaste ke darmiyan mein na Chalen balke Mardon se Alag kinare par chalen. (Sunan Abu Dawood :: 5272)

❻ Mardon se baat karne ki Nobat Aaye to Zanana Nazakat o Narmi ke bajaye Nape tule Alfaz mein Sakhti se baat kare. (Mafhoom Surah Al-Ahzab :: 32)

❼ Rash aur Bheed bhaad ki aisi jaga mein dakhil na ho jahan Zanana Jism ke kisi Mard se Mas hone ka Andesha ho. (Mafhoom Sunan Abu Dawood :: 5272)

❽ Tanhayi aur khuloot ki Aisi jage na jaye jahan koi Na’Mahram mard ho, chahe wo Mard lakh paarsa (parhaizgar) hi kyun na ho. (Sahih Bukhari :: 3006)
sahi bat hy Agree
 

arzi_zeest

Senior Member
Jul 2, 2018
940
554
93
جزاك الله خيرا
Aj jis qadar humre ma'ashry mein be pardgi ka silaab haiالامان الحفيظ Allah pak Reham farmye humre haal PR
Hume Quran o sunnat ki talimat PR chalne ki tuofeeq atta farmye
Awesome sharing
 
Top