Appreciate

  • Work-from-home

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
salamz to all friends

jaisay k sab jantay hain k kisi ko appreciate karne say us insaan ko bohat khushi milti ha..lakin aj kal ham log appreciate karne may bohat peche hain..like kisi ko ye feel nai honay dete k wo acha work kar raha ha..balkay kisi na kisi tarhaan us k work may khami nikaltay hain..

so ap sab is baray may kia kaheiin gay?

drop ur views
 

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
very nice topic .. .

yeh insaan ki fitratte mein shamil hai k wo apney aap ko dosrey logon se acha hi smjhta hai . . (jab k aisa nhi hota)

issi lye wo dosrey k kaam krney ki bajaye tareef nhi krta khamiyian nikalta hai .. .
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
kisi ki khamiyan bayan kurnay say pehlay apnay ander jank kur dekho k tum may konsi khamiyan hay,

waisi meri apni poori kosish hoti hay hur aik ki bat ku appreciate kiya jaye aur agar galat haytu usay ahsen tareeqay say smajya jaye bul k yeh nahi k us ki khamiyan ko kusa jaye................

Appreciate kurna achi adat hay aur is say insan ki izzat bhrti hay....................
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
well appreciate kerte rehna chaye sab ko ye buht achi bat hoti hai kay ap ki waja say ksi may kaam kerne ka or jazba jaag raha hai
meri personally bhi yehi koshish rehty hai kay kabhi ksi k work ko bura na kahon beshuk us ne itna acha na kia ho but still appreciate krna chaye takay wo usay or improve karay
Baki jo log nahe kerty un may yaqeenun koi na koi jealousy hoti hai or wo ksi dosre ko agay berhtay nahe dekh sakty
das wat i think... {(thinkg)}
 
Top