Bahot Sahi Gam-e-geti Sharab Kam Kya Hai

  • Work-from-home

Pariwisha

TM Star
Apr 19, 2013
4,569
3,987
513
bahot sahi gam-e-geti sharab kam kya hai
gulam-e-saqi-e-kausar hun mujhko gam kya hai

tumhari tarz-o-rawish jante hain ham kya hai
raqib par hai agar lutf to sitam kya hai

sukhan mein khama-e-Galib ki atashfashani
yaqin hai hamko bhi lekin ab us mein dam kya hai


 
Top