Chand ALfaz "Abbas Tabish" k naam!

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
Abbas Tabish (1961)



Abbas Tabish ki fikri asas Muhabbat se Phooti hay,,inho ne apne baishtar muasreen ki tara khud ko alfaz ki baazi giri may zaya nhi kiya.Balke riwayat se paiwandkaari karte huye zayqa daar phal aur nite naye rang birang phool daryaft kiye.aur is tajurby se ghazal ki diction k saath saath mazmum afrini may bhi qabil-e-zikr izafa hua.
is lisani aur mauati tajurbe se inhe aik Rujhaan Saaz shayer ka munsib hasil hua!!


Abbas Tabish ki TAreekh paidaysh(DOB): 15-June 1961
Muqam-e-paidaysh: Melsi, Zilla Wihari
Taleem(education): M.A (URDU)

Shairi Tsaneef:


1. Tamheed 1986
2. Aasman 1992
3. Muje Duaon may yaad rakhna 1998
4. Paron may shaam dhalti hay 2003
5.Jab taira zikr ghazal may aaye(intekhab)


Numaynda shaer: (representative lines)

AIk muddat se meri maan nhi soyi Tabish
Maine ik baar kaha tha, muje dar lagta hay!
 

DrAliTirmzi

Newbie
Dec 11, 2013
4
0
1
assalam o alaikum, may Allah bless you. i want to know how can i advertise my book ( hawa thami the zaroor lekin) on this site. can you plz guide me . my email is ( [email protected]). and my cell is ( 03335576937). i am Dr.Tauqeer Ali Tirmzi, poet of the book hawa thami the zaroor lekin. my title poem has already been published on so many sites on net as well as in magazines and news papapers... can you plz guide me. looking forward plz.. all regards.Dr.Ali
 

nisarhamad

Regular Member
Feb 24, 2015
70
36
18
شاعری ہے جذبات کا دوسرا نام
اصل زندگی میں دو ماں کو مقام
 
Top