Coffee Wid Rr - Tm Co.admin (hoorain)

  • Work-from-home
Status
Not open for further replies.

Fantasy

~ The Rebel
Hot Shot
Sep 13, 2011
48,910
11,270
1,313
@Hoorain Sis ,
Aap k bare Main kuch kuch janty thi,,Ab bhi Kuch kuch hi janty hoon :p
But Still jitna bhi jaana hai i found u a very humble and Nice personlity :)
Be Happy,Always.Maza aaya aapke Interview main ;;)
Khush Rahen..Allah Pak Aapko Zindagi k Har Shobe main kamyabi o khushi ata kare..Ameen!!




Chalen Aap Sab Bhi Hoor Sis Ko Alvida Bol den is Interview se Jate jate :)

@^MysTeri0uS^ @h@!der @Hoorain @Manxil @shailina @whiteros @Hira_Khan @Afrasyyab @saviou @Prince-Farry @Shiraz-Khan @Sariya @yoursks @HorrorReturns @S_ChiragH @Tafreeh_Mela @marib @minaahil @Asheer @Mahen @Kit_Kat @Fa!th @Rubi @Masoom_girl @Nighaat @cute bhoot @Asma_tufail @Wafa_Khan @xortica_ @amazingcreator @NailaRubab @Zia_Hayderi @shzd @virgonakhan @naazii @Bela @~Bella~ @Gul-e-lala @attiya @Nighaat @Dua001 @S0nY @auov @Heart-Hacker @Mystery @Eshi @Fanii @mirza37 @thefire1 @UbedThaheem @Abidi @reality @Duffer @mARYAm_X_Swaggy @innocent_jannat @Arsalan-Afzal
@Hoorain jo shizu ny kaha wohi .. aameen ... kabhi alwida na kehna :Mplease
 
  • Like
Reactions: Hoorain

zaryaab

Aching for peace
TM Star
Apr 12, 2013
3,590
1,362
263
ok

1) kiya ap mustaqil mezaaj ho ? upto which extent u can bear monotony ?
2) agar aap life kai ek aisai mor par phonch jaao jaha aap ko family aur islam mai se ek ko chunna parai to kiya choose karoge ?
3)agar kabhi koe book lekna chaho to us book ka title kiya hoga ?
4)aap kisi insaan ko kin baato pai judge karti hai?
5) agar aap pechlai dor mai wapis chali jaayai to kis shakhsiyat se melna chahenge aur kiya sawal karenge un se ?
6) agr kisi larki pai susral mai zulm ho raha ho ,uski dil shikni ki jaa rahi ho ,us ki egoes us ki ana us ki respect sub ko smash kiya jaa raha ho ,,aur us larki kai parents bhi sirf talaq kai dar se apni baiti ko support na kar rahai ho ..us situation mai aap ka us larki kai leyai kiya mashwara hoga ???
7) har insaan mai ALLAH ne ek khoobi rakhi hai aur hum usai dhoond kar sari duniya ko fatah karsaktai hai kiya abi tak aap wo raaz jaan paye hai khud mai ?
8) nature se kitna lagaao hai ,??
9) ALLAH ki ebadat keyo karti ho ?
10) agar aap kai parents aapka khayal raktai hai to ye unka ahsaan hai aap par ya farz ?

filhaal to mairai zehen mai yahi sawal thai ..agr soch buchaar kalaita to kafi acha muraqqa khainch sakta ta aap ka :p
 
  • Like
Reactions: Hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
1) kiya ap mustaqil mezaaj ho ? upto which extent u can bear monotony ?
yup kafi had tk mustaqil mizaj hu,,,,waise muje kuch cheezon may monotony nhi pasand lakin agar apni routine ki baat karu to kafi tolerant hun is mamley may


2) agar aap life kai ek aisai mor par phonch jaao jaha aap ko family aur islam mai se ek ko chunna parai to kiya choose karoge ?
Allah tala aisi aazmaysh may na daaley aameen,,,,,,answer:Islam
3)agar kabhi koe book lekna chaho to us book ka title kiya hoga ?

umm "unknown journey""
4)aap kisi insaan ko kin baato pai judge karti hai?
k wo insan dusron ko maire saath kaise discuss krta hy,,baat may kitni honesty aur simplicity hy aur lehja kitna balanced rehta hy kisi b situation may...
5) agar aap pechlai dor mai wapis chali jaayai to kis shakhsiyat se melna chahenge aur kiya sawal karenge un se ?

Allama Iqbal se puchugi k kia unki shayri ilhami hy?
6) agr kisi larki pai susral mai zulm ho raha ho ,uski dil shikni ki jaa rahi ho ,us ki egoes us ki ana us ki respect sub ko smash kiya jaa raha ho ,,aur us larki kai parents bhi sirf talaq kai dar se apni baiti ko support na kar rahai ho ..us situation mai aap ka us larki kai leyai kiya mashwara hoga ???

larki ko apne rights pta hona chahiye jo Allah ne usse diye hy i think compromise krna alag cheez hy zulm bardasht krna alag hy,,agar us time lrki thori strong ho k koi step ley to maasharti problems hongi magar saari zindagi self respect k baghair rehna maire khayal se koi jeena nhi hy....
7) har insaan mai ALLAH ne ek khoobi rakhi hai aur hum usai dhoond kar sari duniya ko fatah karsaktai hai kiya abi tak aap wo raaz jaan paye hai khud mai ?

i think main ab tk nhi dhundh paayi...
8) nature se kitna lagaao hai ,??

bohat ziada,,,
9) ALLAH ki ebadat keyo karti ho ?
Allah ka hhukam hy aur sakun milta hy,
10) agar aap kai parents aapka khayal raktai hai to ye unka ahsaan hai aap par ya farz ?
maire liye ehsaan hy unkki taraf se farz hy...

filhaal to mairai zehen mai yahi sawal thai ..agr soch buchaar kalaita to kafi acha muraqqa khainch sakta ta aap ka :p

haha chlain shukrya :p
@CHINTOO
 
  • Like
Reactions: CHINTOO
Status
Not open for further replies.
Top