Debating Rules! Question Of The Week (2nd October 2012)

  • Work-from-home

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,301
1,313
yeah its average is 80 % for me
TM pey 100% koi follow nhi kar rha! {(popcorn)}[DOUBLEPOST=1349792342][/DOUBLEPOST]
thats impressive :-bd
thank u,,,,pr tankeed waley point sey maar kha gai,,,,baz o qaat monh sey aisa kuch nikal hi jata hai:D
 
  • Like
Reactions: hoorain

MSC

!t'z N3v@ L@t3
Hot Shot
Nov 23, 2009
29,951
11,674
1,113
Jheel se ankho mei...
ahaaaaan almost perfect rules :-bd
ab maire mind may aik aur idea aaya hay :p


jo Rules aap ne btaye hain main is thread may mojud tmam members se poochna chahungi k wo inhe kitne % follow karte hain

answer sirf %age may hona chahaiye @Silent Soul @Detective @S_ChiragH @Tooba Khan
@Bela @masoom_se_chahat @~Unknown~ @*Muslim* @abidi
neeche diye gaye rules may se aap kitne % follow kar paate ho?answer sirf %age may ho {(popcorn)}

1.Laraiy se gureiz karni chahiye

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye

3.Tanziya baat nahin karni chahiye

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye

5.thande dimagh se jawab dena chahiye

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye

9.baat out of topic nahin karni chaahiye

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye
waise na chahte hue bhi Debate mein sometimes insan out of control ya Out of sense batain kah jate hain, agar samne wala personal attack kare ya dayere se kharej koi baat kare.....
but agar apne baat phonchani hai aur khud ko logo k nazaro se girana nahi hain toh control karna hoga zaban ko....

1.Laraiy se gureiz karni chahiye
90% (coz apne character kharab nahi karni)

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye
(95%)

3.Tanziya baat nahin karni chahiye
60%

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye
100% (jab daleel na ho toh woh baat hi kyun kare koi)

5.thande dimagh se jawab dena chahiye
90%

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye
80%

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye
100%

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye
100%

9.baat out of topic nahin karni chaahiye
90%

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye
90% (somtimes jawab lamba hojate hain):p
 
  • Like
Reactions: hoorain

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
waise na chahte hue bhi Debate mein sometimes insan out of control ya Out of sense batain kah jate hain, agar samne wala personal attack kare ya dayere se kharej koi baat kare.....
but agar apne baat phonchani hai aur khud ko logo k nazaro se girana nahi hain toh control karna hoga zaban ko....

1.Laraiy se gureiz karni chahiye
90% (coz apne character kharab nahi karni)

2.Zaati tanqeed nahin karni chahiye
(95%)

3.Tanziya baat nahin karni chahiye
60%

4.Dalaiyl ke bina baat nahin karni chahiye
100% (jab daleel na ho toh woh baat hi kyun kare koi)

5.thande dimagh se jawab dena chahiye
90%

6.kisi baat ka agar bura lage to araam se jawab dena chahiye
80%

7.Jihalat ya be adabi ka muzahira nahin karna chahiye
100%

8.Saamne wale ki baat poori tarah sunni chahiye
100%

9.baat out of topic nahin karni chaahiye
90%

10.Apni baat mukhtasir alfaaz me karni chahiye
90% (somtimes jawab lamba hojate hain):p
ahaaaaaaaaaaaan gud
hay i think about 80 yo 85% avergae ban rhi hay gud {(popcorn)}
 
Top