Every music instrument is prohibated in Islam ??

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
@CF bhai jahaan tak scholars ko sunne ka muaamla hai
to jo shakhs bhi deen ki baat reference ke saath balke
aaj ke hisaab aur aaj ke mamoolaat ke hisab se kehna parega
ke sahih sahih reference ke saath kehta hai mein bhi
sun liya karta hoon aur woh tambourine shayad hi daff ka english
naam ho per usse mujhe eik confusion huwi thi jo kal solve huwa
ALHAMDULILLAH aur aap Insha'ALLAH
zaroor is mauzu pe thread lagaiyega . . .
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
MASHA ALLAH dr zakir naik mujhey bohot passand hai pr meri english itni achi nhi hai aur mujhey koi samjh nhi rti kuch words ka transltion bhi nhi hoti isi liye :(

aur rhi baat qadri sahib ki tou no comments:)

un k ilawa shaikh touseef ur REhman aur dr israr ahmad YARHAMAKUMULLAH mujhey pasand hai aur inko mai sunti hon.....
g my israr rehmtulllahi alai ku bi sunta tha aur ab bi sunta hu Allah une karwat karwat jannat naseeb kare ameen

aur tausif ur rahman rasheedi hafizahullah ku b sunta hu my jidar rehta hu unka aana jana hy idar prog hute hy tu unse meri mulaqat b huyi hai :)
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
:)ameen

aaaaaa acha hmmm....acha phir mai apko aik swal dongi un sey pochiye ga.......:(...phir ap jwab bta dijiye ga mujhey[DOUBLEPOST=1342343877][/DOUBLEPOST]wo humari city mai bhi aye they pr unk janey k bad pta chala tha:)[DOUBLEPOST=1342343922][/DOUBLEPOST]:)MAKKAH MUKARMA
 

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
:)ameen

aaaaaa acha hmmm....acha phir mai apko aik swal dongi un sey pochiye ga.......:(...phir ap jwab bta dijiye ga mujhey[DOUBLEPOST=1342343877][/DOUBLEPOST]wo humari city mai bhi aye they pr unk janey k bad pta chala tha:)[DOUBLEPOST=1342343922][/DOUBLEPOST]:)MAKKAH MUKARMA
kia sawal hy aur uni se puchna hy kia?
 

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
Let me tell u one another thing bro that was nt satan's musical instrument which these two galz were playing
that was a daff + tambourine and its allowed not only on eid ceremony I think u have nt seen the full clip

read this

There was a person who aproach to the Prophet saww
he said that I have sajda/mannat to ALLAH subhana(wa ta'ala)
that have u come back to touristly I will sing and i will
play the daff and I will play the Tamboorain then Prophet saww
said if u have sajda/mannat then do it if u dont sajda/mannat then dont do it

Sunan al Tirmadhi book of Manaaqib Hadees#3690

NOTE: us speach mein word tha bout jiski sahi spelling aur
theek meaning mujhe nahin pata agar kisi ko pata ho to bata de


Agarche daff bhi ISLAM bhi haraam hota to us shaqhs ko Nabi e kareem saww is amal se manah farmate
ya us shaqhs se yeh farmaate ke agar mannat rakhi hai ya yeh aarzu ki hai to aap karein

I agree with the point ke daff hi kyun na ho agar uske saath mublighana ya fahashi iqsaam ki shayari hai
to ghalat hi hai per theek tarah ki shayari aur sach pe mabni shayari daff ke sath suni jaaye to isme koi harj nahin

Its my point of view . . .
well, may nay video nahi bal k jo hadees post ki thi us ka reference say baat ki hai..... May nay yeh nahi kaha k wo STAN ka instrument tha yeh baat Hazrat Abu Bakr nay kahi thi un bachiyo ko mana karnay k lie... Or Sirf EID ka din may nay is lie kaha kiun k Us hadees may Muhammad SAW nay fermaya k in ko mat rakho har nation ki eid hoti hai or aj hamari hai.. so basically Muhammad SAW nay un ko ijazat dete time EID Ka zikr kia tha... jab k ap nay jo Tirmezi ki hadees post ki hai us say zaroor yeh baat wazah ho rahi hai k Muhammad SAW nay eid k ilawa bhi ijazat day di thi... Yeh mera argument nahi hai bal k ek saaf baaat hai jo k hadees may kahi hoi hai..
waisey mai video nahi daikh saki mera net slow hai ....pr jo kuch btaya gya k ye kaha gya hai ...mai S_ChiragH bhai sey bola tha k mujhey suni sunai baton pr yaqeen nhi ata khaas kr zakir naik aur tahir ul qadri ya aur koi bhi ho.....MASHA ALLAH bohot achey kaam kiye inho ney laikin bohot si ahadees ya ayyat is tareeqey sey bayan krtey hai k jis mai siyasi bayan hota hai......:(.....samjh nhi ati k ye cheez halal hai ya haram ....wo her cheez ko theek aur galat bol daitey aur phir wo marzi hum pr lagu ho jati hai k hum maney ya na maney aur phir hum sahi rastey ki pehchan nahi kr patey....sorry ager kuch galat keh gai hon tou....[DOUBLEPOST=1342341414][/DOUBLEPOST]
g han pr khushi k mouqa pr shadi pr eid pr ye halal hai,,,,,,,pr ajkal itna fisad hai ab tou DJ atey hai shadiyon pr itna nach gana behayai aur hum daff pr behas kr rhey hai ......ASTAGHFIRULLAH ,,,,:(
to be honest ap ko na to kissi video ki zaroorat hai or na hi kissi scholar ki... Ap ko zaroorat hai sirf or sirf Quran or Hadeest ki bahut si aysi batein hain jo k Quran or Hadees may saaf saaf beyaaan hain or un baton ko har insani aqal aram say smajh sakti hai... or jin baton ka jawab ap ko na mille wo ap kissi scholar say pouch sakti hain only agar wo Quran or Hadees ka ref day.. kiun k in do reference k ilawa kissi bhi Islamic maslay ka haal shai hone may shak hoga... or I beleive Islam ek complete mazhaab hai yeh baat Quran may bhi hai kissi ayaat may... if someone knows please post it here..
right now hamare pass Quran and Hadeest Urdu translation may majood hai but some hardcopy ki shakal may hai... Soon InshAllah may ek project start karnay ja raha hon jis ko complete hone may kafi time lage ga... but It would be beneficial for our Pakistani Muslim community.
 

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
well, may nay video nahi bal k jo hadees post ki thi us ka reference say baat ki hai..... May nay yeh nahi kaha k wo STAN ka instrument tha yeh baat Hazrat Abu Bakr nay kahi thi un bachiyo ko mana karnay k lie... Or Sirf EID ka din may nay is lie kaha kiun k Us hadees may Muhammad SAW nay fermaya k in ko mat rakho har nation ki eid hoti hai or aj hamari hai.. so basically Muhammad SAW nay un ko ijazat dete time EID Ka zikr kia tha... jab k ap nay jo Tirmezi ki hadees post ki hai us say zaroor yeh baat wazah ho rahi hai k Muhammad SAW nay eid k ilawa bhi ijazat day di thi... Yeh mera argument nahi hai bal k ek saaf baaat hai jo k hadees may kahi hoi hai..

to be honest ap ko na to kissi video ki zaroorat hai or na hi kissi scholar ki... Ap ko zaroorat hai sirf or sirf Quran or Hadeest ki bahut si aysi batein hain jo k Quran or Hadees may saaf saaf beyaaan hain or un baton ko har insani aqal aram say smajh sakti hai... or jin baton ka jawab ap ko na mille wo ap kissi scholar say pouch sakti hain only agar wo Quran or Hadees ka ref day.. kiun k in do reference k ilawa kissi bhi Islamic maslay ka haal shai hone may shak hoga... or I beleive Islam ek complete mazhaab hai yeh baat Quran may bhi hai kissi ayaat may... if someone knows please post it here..
right now hamare pass Quran and Hadeest Urdu translation may majood hai but some hardcopy ki shakal may hai... Soon InshAllah may ek project start karnay ja raha hon jis ko complete hone may kafi time lage ga... but It would be beneficial for our Pakistani Muslim community.
g han bilkul theek kaha QURAAN aur AHADEES ko daikhna chahiye....isi liye mai yahan pr honey wali guftugu mai bahass nhi krti kyon k mai daikhti hon quran mai kya hai ahadees mai kya hai.... ager ap daikhain islamic books k section mai mai n 50 sey zyada books post ki hai aur sab quraan aur ahadees ki roshni mai hai mai hamesha apney maslon ka hal in hi books mai talash krti hon aur ALHAMDULILLAH her cheez moujood hai .....konsi aisi baat hai jo scholrs ko pta hai aur wo books mai nhi ye sab bhi books sey hi ilm hasil krtey hai ye khud tou nhi bnatey na deen ki batain tou humai scholrs ki kyon zrorat parhti hai........jab ALLAH n is deen ko mukamil kr diya aur humai her cheez bta di gai........ INSHA ALLAH abhi merey pass 100 tak books hai jo mai INSHA ALLAH zindagi rhi tou share kron gi tak is web pr her masail ki books moujood ho merey pass kuch firqon pr bhi books hai QURAN aur ahadees ki roshni mai jo hai pr share nhi ki kyon k mai hamesha rules ko follow krti hon ......ager ijazat miley gi tou share kr dongi warna nhi,,,,,,,THANK u
 
  • Like
Reactions: Don

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca
sirf pakistani muslim community k lie?
kiun k project URDU zaban may hai or URDU sirf Pakistan may boli jati hai.. but its on the web so people from all around the world can access it.. Maybe you can help me with the project as well.. I will post more detail soon.
 
  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
kiun k project URDU zaban may hai or URDU sirf Pakistan may boli jati hai.. but its on the web so people from all around the world can access it.. Maybe you can help me with the project as well.. I will post more detail soon.
deen ka mamla hy tu my adi raat ku b tayyar hu in sha Allah

ap ese bulo ki urdu muslim community isme pakistan tu aega hi baki india bangladesh afghan nepal aur dunia me jidar b urdu janne wale hy sab ajaenge
 
  • Like
Reactions: Don

zehar

VIP
Apr 29, 2012
26,600
16,302
1,313
aaaaaaaa mujhey bhi btaiye kosa project hai ho sakta mai bhi kuch help kr sakon:)[DOUBLEPOST=1342374281][/DOUBLEPOST]aaaaaaaa mujhey bhi btaiye kosa project hai ho sakta mai bhi kuch help kr sakon:)
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
well, may nay video nahi bal k jo hadees post ki thi us ka reference say baat ki hai..... May nay yeh nahi kaha k wo STAN ka instrument tha yeh baat Hazrat Abu Bakr nay kahi thi un bachiyo ko mana karnay k lie... Or Sirf EID ka din may nay is lie kaha kiun k Us hadees may Muhammad SAW nay fermaya k in ko mat rakho har nation ki eid hoti hai or aj hamari hai.. so basically Muhammad SAW nay un ko ijazat dete time EID Ka zikr kia tha... jab k ap nay jo Tirmezi ki hadees post ki hai us say zaroor yeh baat wazah ho rahi hai k Muhammad SAW nay eid k ilawa bhi ijazat day di thi... Yeh mera argument nahi hai bal k ek saaf baaat hai jo k hadees may kahi hoi hai..

to be honest ap ko na to kissi video ki zaroorat hai or na hi kissi scholar ki... Ap ko zaroorat hai sirf or sirf Quran or Hadeest ki bahut si aysi batein hain jo k Quran or Hadees may saaf saaf beyaaan hain or un baton ko har insani aqal aram say smajh sakti hai... or jin baton ka jawab ap ko na mille wo ap kissi scholar say pouch sakti hain only agar wo Quran or Hadees ka ref day.. kiun k in do reference k ilawa kissi bhi Islamic maslay ka haal shai hone may shak hoga... or I beleive Islam ek complete mazhaab hai yeh baat Quran may bhi hai kissi ayaat may... if someone knows please post it here..
right now hamare pass Quran and Hadeest Urdu translation may majood hai but some hardcopy ki shakal may hai... Soon InshAllah may ek project start karnay ja raha hon jis ko complete hone may kafi time lage ga... but It would be beneficial for our Pakistani Muslim community.

Hmmmm ok fine

JazakALLAH KHAIR . . .
 
Top