Extra Wheel

  • Work-from-home

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
main bhai apne tamaam pathan bhaiyo'n ko mashwara deta hoon
keh kurhyo'n ne accept kar lia keh extra bhi hona chahiye
@Shiraz-Khan bhai aap bhi sun lo yeh baat pallu nahi to amama se bandh lo :p
yaad rakhne ki baat yeh bhi hai k koyi bhi pahiya puncture ho sakta hai.............{(bye)}
 

Untamed-Heart

❤HEART❤
Hot Shot
Sep 21, 2015
23,621
7,455
1,113
yaad rakhne ki baat yeh bhi hai k koyi bhi pahiya puncture ho sakta hai.............{(bye)}
wesy puncture theek bhi hota hai aur kaafi time chalta hai
meri bike ka tube 9 baar puncture ho chuka tha tab jakar khayal aya keh type patha hai jis ki waja se bar bar puncture ho jata hai pher tyre aur tube dono aik saath badal diye lolzzzz
 

shehr-e-tanhayi

Super Magic Jori
Administrator
Jul 20, 2015
39,699
11,682
1,313
wesy puncture theek bhi hota hai aur kaafi time chalta hai
meri bike ka tube 9 baar puncture ho chuka tha tab jakar khayal aya keh type patha hai jis ki waja se bar bar puncture ho jata hai pher tyre aur tube dono aik saath badal diye lolzzzz
nahi uksaao bhai humein jalli katti sunanay par =))

sar mein dard bahot pehle hi......
 
Top