Firqa Parasti

  • Work-from-home
Jun 26, 2011
1
1
0
35
Dear sister

Rasool ALLAH ne farmaya timadi ki hadees number 2641 me k is ummat me 73 sects honge jin me say ek jannat me jaye ga to sahaba ne arz kiya woh kon sa rasool ALLAH ne jawab dia woh jo ALLAH or Rasoom ALLAH k nakshe qadam pe hoga . or firqaparasti Rasool ALLAH k jamane me nahi balke humaray imaam hai waha say shuru hui jo mashoor 4 imaam hai log jo in 4 imamo ko folow karte hai un me ikhtlaf hai jis ki wjah say humaray darmyan an ginat firqay ban chukay hai
ALLAH talah farmate hai surah AL IMRAN Surah No 3. AYAAT NO 103. Allah Taalaa ki rassi ko mill ker sab mazbooti say thaam lo aur phoot na dalo aur Allah Taalaa ki uss waqt ki nemta ko yaad kero jab tum aik doosray kay dushman thay to uss ney tumharay dilon mein ulfat daal di pus tum uss ki meharbani say bhai bhai hogaye aur tum aag kay garhay kay kinaray phonch chukay thay to uss ney tumhen bacha liya. Allah Taalaa issi tarah tumharay liye apni nishaniyan biyan kerta hai takay tum hidayat pao.
 
Fitna e Dil

Newbie
Apr 22, 2012
47
46
318
ہمارے چاروں امام اہل سنت ولجماعت سے ہیں کوئی فرقہ نہیں ہیں۔
چاروں امام مجتہد ہیں۔ مجتہد کی خطا معاف ہوتی ہے۔

  • Like
Reactions: ChEeRfUl>:)

Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
yr yeh to Muhammad SAW ki hadees se sabit haina ke 73 firqe hone hain phir in firqon ki buniyad per ek dusre pr ilzam tarashi ki kya zarorat kuch dino se yahan pe isi type ke firqawarana threads hi nazr arhe hain jin main larai jhagre or ek dusre ko ghalt sabit krne ke siva kuch b nhi horha so i think koi kisi b firqe se ho hamari zid behes kr lene se ya dusre firqe ko ghalt sabit kr dene se yeh firqe khtam nhi hone coz its fact or yeh qayamat tk rahenge so hame sirf apna rasta dekhna chahiye ke ham khud Allah or uske Rasool ke bataye hoye raste pr chal rhe hain ke nahi baqi dusre log bad main ane hain yr pehle to hame apne amaalon ka javab dena haina Allah ko
 
  • Like
Reactions: hoorain

*Muslim*

TM Star
Apr 15, 2012
3,863
4,567
513
saudia
yr yeh to Muhammad SAW ki hadees se sabit haina ke 73 firqe hone hain phir in firqon ki buniyad per ek dusre pr ilzam tarashi ki kya zarorat kuch dino se yahan pe isi type ke firqawarana threads hi nazr arhe hain jin main larai jhagre or ek dusre ko ghalt sabit krne ke siva kuch b nhi horha so i think koi kisi b firqe se ho hamari zid behes kr lene se ya dusre firqe ko ghalt sabit kr dene se yeh firqe khtam nhi hone coz its fact or yeh qayamat tk rahenge so hame sirf apna rasta dekhna chahiye ke ham khud Allah or uske Rasool ke bataye hoye raste pr chal rhe hain ke nahi baqi dusre log bad main ane hain yr pehle to hame apne amaalon ka javab dena haina Allah ko
bade thik bol rhe hu ap
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

biyya mian ne suna hai 73 fiqon mian aik jannat main jaye ga.. woh kon log hon gay.. har firqa kehta hai woh haq pe hai?
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
biyya mian ne suna hai 73 fiqon mian aik jannat main jaye ga.. woh kon log hon gay.. har firqa kehta hai woh haq pe hai?
acha yani phir ap b baqi logon ki tarha bs apne firqe ke logon ko jannati samjh ker dusron ke firqon pe nuqta cheeni krte rho gay?
 
The horror

Banned
Nov 24, 2011
1,965
595
113
29
the haunted mansion

acha yani phir ap b baqi logon ki tarha bs apne firqe ke logon ko jannati samjh ker dusron ke firqon pe nuqta cheeni krte rho gay?
biyya mera talaq kisi firqay se nahi hai... lagata hai ap ne nahi para..

میر کے دین و مذہب کو اب پوچھتے کیا ہو ، ان نے تو
قشقہ کھینچا دیر میں بیٹھا ، کب کا ترک اسلام کیا
 
Jahil

Banned
Jul 1, 2011
9,323
3,289
363
Karachi
array bhaiya firqe ka naame aqide pe rakha jata hai or agr apka koi firqa nhi to apka koi aqida b nhi warna ap mujhe apne aqida btao ke ap islam ke kis raste ko thik samjhte ho then main btata hn apka firqa
 
Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Assalamo alaikum jazakALLAH khair bilkul durust farmaya bhai jan ne
firqa parasti is not part of islam iska islam se koi nata nahin
ehl e hadees ehl e deoband ehl e sunnat ehl e tasheeh
yaa aur kisi bhi firqe jamaat ka sirf khud ko musalmaan kehna aisa hai ke
jese ANP MQM PPP ya kisi aur jamaate wale ka sirf khud ko
Pakistani hai jabke haqeeqat yeh hai ke jo firqa parasti nahin karta
asli musalmaan woh hai aur jo in parties ki nahin sunta asli PakistaNi woh hai
 
Top