Ishq La-Hasil! (iqtabas by umera ahmaD)

  • Work-from-home

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!


ishq insan ko kainat k kisi dosry hissay mein la jata hay. Insan
ishq majazi se ishq haqeeqi tak safar tab karta ha jab ishq la-hasil rehta hay ,jab insan jholi bhar bhar kar muhabbat karay or khali dil or hath
laykar phirray..."

(Darbare e Dil)
 
  • Like
Reactions: whiteros

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
GREAT lines
but haqiqi ki trf tab he jay ga agar shukar guzar ho ga lahasil reh kr baghawat i to khak ho jata hai
 
  • Like
Reactions: hoorain

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
nahin rehti .
but insan k ander jo justju hai wo lahasil rehne k bad bhi usi justju mian rehta hai
 

Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ahan heavy falsfa i guess :p

insan ki fitrat hay jo cheez lahasil ho uski justaju karta us k peeche dorta hay wo justaju agar sachi ho aur wo justaju ishq ban jaaye,,tab to hasil karne k baad bhi wo lagan wo justaju kam nhi hoti!

agar justaju sirf aik fitrat thi sirf kuch paane ki khwahish to to jab wo cheez usse hasil ho jaayegi tab usse justaju nhi rhegi,,,phir wo kisi aur lahasil k peeche jaayega usse hasil karne...i guess aik justajju jab ishq ban jaaye to wo us 1st post k liye hay!
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
bilkul aysa he hai wah samajhdaaar ladki ho

lahasil ki surat main agr justju HAQIQI ki hai to rasty main ay chand suraj ko kabhi khuda nahin mane ga
 
  • Like
Reactions: hoorain

Qawareer

میرا خدا ہر روز مجھے نئی خوشیاں دیتا ہے
VIP
Sep 1, 2010
22,663
10,941
1,113
mashaAllah 2 sayani kuriyan yahan hain to ek Q mai b poch lon
yeh kyun kaha jata hai aksr k insan ishq-e-majazi se ishq-e-haqiqi ka safr karta hai,esa kyun zaruri hai???
 

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
haha no janab m not seyani main to bohat dafar qisam ki hun,,
baqi jahan tak ap ka Q ,,to mery kheyaal main insan hamesha se 1 complite husti ki talash main raha hai jis main ki c qisam ka koi aib na ho,,
to jab bhi wo dunia main kaheen bhi ki c bhi cheez main koi khami ya nakami pata hai to wo 1 sakoon chahta hai itminan e qalb chahta hai jo use khuda ki trf ly jata hai
or wo sif ALLAH MIYAN k paas he millta hai
pata nahin m right or wrong but i think so.

 
Top