Izzat kamana zyada asaan hota hai ya paisa kamana
kindly drop ur views
kindly drop ur views
thank you kay aap ko reply pasand aa yaaha thx 4 ur views
well i also think so k izzat banana he sab se mushkil kam hota hai or Heer sab se zyda mughe apki bat pasand aye hai k ALLAH he sab ko izat deta or leta hai per usay barkarar rakhna bhi insan k hath may he hota hai
Izaaat kamana ...........Izzat kamana zyada asaan hota hai ya paisa kamana
kindly drop ur views