Izat ya Paisa?

  • Work-from-home

he3r

Newbie
Dec 9, 2008
146
16
0
37
IN THE HEART
izzat kamayi nahin ja sakti paisa kamaya ja sekta hai izzat denay waley ki zaat ALLAH hai woh jisay chahey izzat data fermaye
her paisay kamanay wala izzat dar nahin hota {(popcorn)}
 

NakreWali

Newbie
Jan 26, 2009
2,184
246
0
36
Chicago, IL
paisa toh mehnat kerne pe her koi kama sakta hai.. kamana chahay toh..

lekin izzat bari muskil se insaan kamata hai.. imaandari se.. aur uski hifazat paison se ziyada kerni chahiye.. paisa akay chala bhi jaiye toh insaan phir kama sakta hai.. izzat mei daag lagay toh muskil se dobara milti hai..
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
sirf izzaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaat
coz paisa kahi na kahi se kamaya ja sakta hai..but dosron ki nazar may izzat banaana really muhskil kaam hai
 

dream girl

Khwabon se bahre Naina
VIP
Jul 30, 2008
20,331
11,629
0
ITALY
according to me....i think dono cheeze hasil karna mushkil hai....per izaat hasil karna zayada mushkil hai..q ki wo aik bar hi mill sakti hai..aur paisa tou aani jaani cheez hai...per isse bhi kamana koi asaan kaam nahi hai....
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
aha thx 4 ur views {(thx)}

well i also think so k izzat banana he sab se mushkil kam hota hai or Heer sab se zyda mughe apki bat pasand aye hai k ALLAH he sab ko izat deta or leta hai per usay barkarar rakhna bhi insan k hath may he hota hai
 

he3r

Newbie
Dec 9, 2008
146
16
0
37
IN THE HEART
aha thx 4 ur views {(thx)}

well i also think so k izzat banana he sab se mushkil kam hota hai or Heer sab se zyda mughe apki bat pasand aye hai k ALLAH he sab ko izat deta or leta hai per usay barkarar rakhna bhi insan k hath may he hota hai
thank you kay aap ko reply pasand aa ya {(thx)}
yay izzat aesi hee nayaab shay hai kabhi kabhi insan kay hath mein bhi koch nahin hota sirf us pak zaat kay hath mein hai wo he day ker bhi azmata hai lay ker bhi
shukriya
{(popcorn)}
 

NakreWali

Newbie
Jan 26, 2009
2,184
246
0
36
Chicago, IL
i really disagree with the fact that "izaat anay janay wali cheez hai" logon ki nazron mei se girna bahut asan hota hai aur shayad phir dobara woh jaga nahe milti
 
Top