Wo mera kam hai tm banda laoHaha kia rishwat du gy?
JazakAllah.... Shaadi ho ya Job akhri result tu forum ka sanata hi hota tu phir janey dijiye... Jo hein wu kafi hein, jo ayeingy wo sou Bismillah ayein aur jo ja chukey Allah unhein khush aur pursakoon rakhey apni apni zindagiyon mein
... Aur bura mananey wali koi baat nahi
Mein bas itna sanjeeda jawab expect nahi kr rhi thi
Dehan sy bolein ksi ny sun liya tu ap pr muqadma hi na dayir kr dein![]()
