Jab Nasheela nazar tera

  • Work-from-home

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,085
1,313
31
Karachi,PK
Jab Nasheela nazar tera

Jab nasheela nazar tera dil ke paar ho gaya
us hi ghari mein hum ko tum se pyar ho gaya

phir kahin uljhe uljhe khayalon se nikal kar
himmat kar ke hum se iqraar ho gaya

na phir tha socha jis ka kabhi wahi huwa
us ke jawab main mere liye inqaar ho gaya

dhadkan tham gaye, dil larazne laga
socha ke kya yeh sangh apne aye yaar hogaya

hum ne to kisi bahane dil sanbhal liya
phir kuch dinon main use kisi se pyaar ho gaya

saara jahan kuch waqt me us ka bhi ho liya
aur phir usko bhi hasil haar hogaya

us ke raah ka bhi har phool khaar ho gaya
baqi us inqaar karne wale ko kon sa hasil bahaar ho gaya

***S_ChiragH***

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Nice sharing bro...
NASHEELA NAZAR nahi NASHEELI NAZAR hoti ahi bhayi ji...{(doh)}{(doh)}
 
lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Wah ji bahot hi badiya thread hai sach mein

humne to kisi tarah dil sambhal liya
phir kuch dinon mein usse kisise pyar ho gaya
bahot khoob janab
 
Hoorain

*In search of Oyster Pearls*
VIP
Dec 31, 2009
108,467
40,710
1,313
A n3st!
ooops nasheela nazar, bahar ho gya aur sab ho gya

chiragh bro itni achi poetry kartey ho aap thori si tawajja mazakkar mounas pe de dain to kia hi baat hay

main to aksar aap k pehle shaer k muzakkar mounas may hi atak jaati hoon :s
muje pta kia lagta hay k aap misro ko milaane k liye words likhtey hain aur misro ko milaane aur ham wazan karne ki taraf dehan daitey hain par us se sometimes poore shaer ka wazan bigar jaata hay sirf ta ko ti aur ti ko ta likhne se

nice effort i hope aap is taraf zaroor tawajja dain gaye INSHAALLAH
aap waqe hi bohat acha likhtey ho bas thora sa dehan dain is taraf
 
ji haan ur absulutely correct hum us hi simt dhiyan dete hain misron ke milane per
aur kahin aur baat bigad jaati hai anywayz thanks for ur advice siso aur insha'ALLAH ab se
dhiyan diya karengein is baat per

thankyou very much
 
Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
Jab Nasheela nazar tera

Jab nasheela nazar tera dil ke paar ho gaya
us hi ghari mein hum ko tum se pyar ho gaya

phir kahin uljhe uljhe khayalon se nikal kar
himmat kar ke hum se iqraar ho gaya

na phir tha socha jis ka kabhi wahi huwa
us ke jawab main mere liye inqaar ho gaya

dhadkan tham gaye, dil larazne laga
socha ke kya yeh sangh apne aye yaar hogaya

hum ne to kisi bahane dil sanbhal liya
phir kuch dinon main use kisi se pyaar ho gaya

saara jahan kuch waqt me us ka bhi ho liya
aur phir usko bhi hasil haar hogaya

us ke raah ka bhi har phool khaar ho gaya
baqi us inqaar karne wale ko kon sa hasil bahaar ho gaya

***S_ChiragH***

waah waah kia baat hain kafi time k baad poems read ker rahe hu so it feels great...but some how buhut acha poem likha hain.. aap tu MashAllah acha khasa poet ho... weldone :)
 
Top