Kal Aur Aaj

  • Work-from-home

KhursheedAlam

Senior Member
Dec 16, 2013
870
218
193
Delhi (India)
Kabhi pahli dafa school jane mein dar lagta tha…Aaj akele hi duniya ghoom lete hain..
Pahle to first aane ke liye padhte the,..... Aaj kamane ke liye padhte hain..

Ghareeb door tak chalta hai… Khana khane ke liye…
Ameer door tak chalta hai … Khana pachane ke liye …

Kisi ke paas khane ke liye ek wakt ki roti nahi hai …..
Aur kisi ke paas roti khane ke liye wakt nahi hai …

Koi maajoor hai isliye beemar hai, ..Koi Beemar hai isliye maajoor hai..
Koi apno ke liye roti chhor deta hai..., Koi roti ke liye apno ko chhor deta hai

Ye duniya bhi kitniajeeb hai ..Kabhi wakt mile to sochna…

Kabhi chhoti si chot lagne pe rote the, ....Aaj Dil toot jane par bhi sambhal jate hain.
Pahle hum doston ke sahare rahte the,... Aaj hum doston ki yaadon me rahte hain..





Pahle ladaai jhagda roz ka kaam tha,... Aaj ek jhagade se rishte khatm ho jate hain
Such me zindagi ne bahut kuch sikha diya,...Jaane kab hume itna bada bana diya...
 

KhursheedAlam

Senior Member
Dec 16, 2013
870
218
193
Delhi (India)
ik thi larki
woh thi bohat kali thi
us k dant thy teddhey
aur ball thay gungraly
woh khoubsorat aur safaid chahti thi is liye kabi koi nuskha use krti kbi koi
us nien bohat c careemein use ki magr us ka rang na safid howa
us nien apny jism pe raig mar be mara kali b ki magr kuch farq na para
phir us nien machli kha ker uper say dhoodh pe liya k us ko phulweri ho gi to us ka rang chheta ho jye ga
mgr us say us ka rang to nahi cheta howa haa us ko alerji ho gye aur sary jism pe dany nikal aye
phir jab woh theek hoe to woh kapry dho ker un ko sukhany k liye chat pe daal aye dhoop bohat zyadah thi jis ki waja say us k kabro ka rang urr gya
us k zehan main ik tarqeeb aye k kiyo na wo b dhoop mian kahri ho jye aur us ki
ranget safiad ho jye aur us ka kala rang urr jye
to phir woh sahiba dhoop mian kahari ho gye
subha say shaam tak khari rehi magr us ka rang aur b kala ho gya
woh 2 hafty dhoop main khari rahi mgr us ka rang na urra mgr baloun ka rang urr gya
aur woh chorial ci lagny lagi
shaam ko woh thaki haari bister pe late gye aur so gye
raat ko achanik us ki ankh kholi to woh washroom mian ja rahi thi
rasty mian any waly sheeshy mian us ki nazar pari aur woh zoor zoor say chaliye chorial choiral chorial
sab ghar waly uth gye
aur lights on ker di
us say posha kiya howa
to woh dari hoe boli sheeshay mian mian nien choirla dekhi hy
sab ghar waloun nien sheesha dekha to kuch na tha
phir us ko bola sheesha dekho
to jab us nien sheesha dekha phir chaliye
chorial chorial
ghar waloun nein us ko liter mary aur kaha yeh tm ho
phir woh bichari
room main beth gye aur apna spna ik website pe pora krnien lagi aur hoorain k naame say id bana liay us nien
ab jo b us ko hoor na kahy to us ko block ker dyti hy
  1. Haya_Fatima,
  2. Sabah,
  3. Mahen,
  4. sheraz12345,
  5. KaleemKhan71,
  6. Chaya,
  7. JUST LIKE ROZE,
  8. Fa3tH,
  9. KhursheedAlam,
  10. Raza-G,
  11. dr maqsood hasni
  12. magnificenteyes,
  13. Azeyy,
  14. Hoorain,
  15. JUST LIKE ROZE,
  16. Guriya_Rani,
  17. -Mahi-,
  18. Mahen,
  19. amazingcreator,
  20. KaleemKhan71,
  21. Sabah,
  22. honey125,
  23. Fa3tH,
  24. Chaya,
  25. sheraz12345@Haya_Fatima,@Sabah,@Mahen,@sheraz12345,@KaleemKhan71,@Chaya,@JUST LIKE ROZE,@Fa3tH,@KhursheedAlam,@Raza-G,@dr maqsood hasni@magnificenteyes,@Azeyy,@Hoorain,@JUST LIKE ROZE,@Guriya_Rani,@-Mahi-,@Mahen,@amazingcreator,KaleemKhan71,@Sabah,@honey125,@Fa3tH@Chaya,sheraz12345
{}{ii8{(suicide)}
 
Top