Assalam-u-Alakum,
mery khwahish ha k iss thread main iss sawal par discussion karain k kia hum siraf iss buniyad par apnay aap ko musalman kehtay hain k hamari paidaesh musalman k haan hui?
Ye to hum par ALLAH TAALA ka boht bara ahsaan ha k uss ne hum sab ko RASOOL-e-PAK(S.A.W) Ke ummat main paida kiya,hum iss ahsaan par ALLAH ka jitna b shukar ada karain wo kam ha,lekon hamaray kartoot shukar ada karnay walay nahi?
Hamara haal ye ha k.."ye musalman hain jinhain dekh k sharmaaen yahood"
aghyar ke naqali main hum apnay deen se boht door kharay hain,
kia ye drust nahi k aalm-e islam ko aj jin mushkilat ka samna ha unke buniyadi waja hamari apni kamzori aur deen se doori ha...
Humain apnay aamaal ke taraf dekh kar ye zaror sochna chahyay k hum agar aik musalman k ghar paida na hotay to hum kia hotay?[DOUBLEPOST=1350966194][/DOUBLEPOST]@*Muslim* bhai aur @S_ChiragH bhai se khasosi guzarish ha k iss hawalay se apnay views zaror dain,
@hoorain , @Silent Soul , @Tooba Khan @whiteros @DuFFer , @cutepoison @anoush ,[DOUBLEPOST=1350966432][/DOUBLEPOST]@Zee Leo , @Atif-adi ,@Sis , @marib , @Rubi , @Qawareer , @~Bahaar~ , @Bela ,