kia ye hosakta hay?

  • Work-from-home

BanjarA

Newbie
Jun 9, 2009
1,426
756
0
K.S.A.
Dosto,ap sab jantay hain ajkal swin flue k baray mein bhohat garm khabrain arahe hain.
main ye soch raha tha es se pehle bird flue or mad cow disease,ka season bhi chala tha,tu kia dunya se wo

bird flue or mad cow disease
fully tor pe khatam hogai hay
?oska kia hoa kia control hogai hain tu kaise?

muje jis bat ka andesha hay keh ye tamam viruses kisi jadeed country ki laboratories main banay jatay hain aur phir enko,phelaya jata hay,es baat ko es se bhi takweyat milte hay keh jab 9/11 ke foran baad us me Anthrax nami powder phaylaya gea,
es ke peeche onhe logon ka hath tha jo 9/11 ke zimadarthy.

ye haqiqat hay keh "shar"(evil) se achay ki tawaqo nai ki jasakti, jis tarah aids k virus ke baray mein kaha jata hay keh ye amrican labs me develop hoa aur Africa me phelaya geya,
esi tarah mad cow,bird flue,aur ab swinflue
kisi bhi jadeed technology rakhne wale mulk ki laboratories mein tayar keye jatay hon,or phelaye gaaye hon

medical expert jantay hain keh pig mein intahai ghaleez,our muzir bectarias hoty hain,
eska istemal kisi tarah khatam karne k liye pehle mad cow,
phr bird flue aur ab swinflue ke viruses ko pheilaya gea,
choonkeh islam me ye haram hay isi liye pehle birdflue,madcow,nami disease k virus banay gay takeh logo ka rujhan islam ki taraf na chala jaaye.phir swinflue ka virus develop karke,phelaya geya,or eska faida he faida hay,,log pig khana chor de ge or vaccine ke peeche enhe k pas aain ge
aur eska faidha bhi zahir hay onhe mulko ki medicin companion ko hoga jo en virus's ki veccine bhi tayar kar laiti hain....abhi haal he main saudi arabia ne 20lakh se zayadha swin flue veccine ka order dia hay...walalam sach kia hay
.
 
Top