Kya Jis Masjid Me Khabar Ho Usme Namaz Jayaz Hai ?

  • Work-from-home

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
Kya Jis Masjid Me Qabar Ho Usme Namaz Jayaz Hai ?


Kya buzurgon ki Qabar ko masjid bana na wahan ibadat karna jaiz hai,

aaj kal dekha jata hai k takreeban masajid me kisi na kisi buzurg ki qabar hoti hai aur loog usko taazeem karte hain aur to aur wahan fateha aur duayen mangi jati hain issi tarah dargahon ko bhi loog ibadat gaah bana liye hain aur wahan chadhawe chadaren aur mela bhi lagta hai aurton aur mardon ka maqloot hota hai

kya ye sari cheezen shariat me jayez hai,

aaj ham har taraf peete jaare hain har jage dhutkare jaa rahe hain hamari kahin koi khiar nahi kahin izzat nahi kya ye sab khud hamare amaal ka sabab nahi ?

kya hame ye qabron ko us tarah mita na nahi chahiye jis tarah Allah k Rasul sallellahu alayhiwasallam k hukm kar hazrat Ali r.a ne mita diya tha

kya ham apni masjidon se in qabron ko saaf nahi karen

kya ham dargahon darbaron ko apni ibadat gaah na banate huye unko khatam na karen



kya koi in sare sawalon ka jawab dega ?
 

Toobi

dhondo gy molko molko milnay k nae,nayab hum..
Hot Shot
Aug 4, 2009
17,252
11,897
1,313
39
peshawar
jazak Allah nasir bhai...kis kis fitnay ko hum katam karen gay...kuda hamay deen ki samaj boj ata farme,ameen
 

saviou

Moderator
Aug 23, 2009
41,203
24,155
1,313
jazak Allah nasir bhai...kis kis fitnay ko hum katam karen gay...kuda hamay deen ki samaj boj ata farme,ameen
Aameen
Allahi barik feek

sahi kaha apne tooba kis kis fitne ko door karen pura ka pura islam ko tahes nahes kardiya hai zalimo ne

Allah hamare deen ki hifazat farmaye Aameen
 
  • Like
Reactions: Tooba Khan

*Maryam*

*"T"* I desErve ThE BeSt n thE BeSt is YOU *"T"*
Super Star
Feb 12, 2010
7,334
3,408
913
Riyadh KSA
JazakAllah Khair...
bhoot achi bbat ki Tooba ap...sahi Allah hamey din ko theek sy samjhny ki toofeek dyn...Ameen
 

St0rm

Hot Shot
Jan 28, 2009
23,678
5,392
1,313
JAZAKALLAH....

BRO 3rd post main last wali image teek nazar nahi aa rahi....
 

yoursks

Always different.., Confirm
VIP
Jul 22, 2008
17,222
8,013
1,113
دعاؤں میں
very nice and informative thread...

Allah ta'laa hamen deen ko samjh samajh kar amal karne ke taufeeq ataa farmaye, ameen

jazaakAllah Khair
 
Top