lay rozee Ye thorha sa jeevan,

  • Work-from-home

diya ali

TM Star
Nov 23, 2010
1,104
661
1,013
Rawalpindi
Ye thorha sa jeevan,
Adhoora sa mosam,
Ye rangon ki chahat,
Gulaboon ki hasrat,
Ye roashan sawerey,
Ye madham andherey,
Kisi roz tanha milo to btaaen,
Khayalon ki raaheen,
Chamakti nigahain,
Wafayen nibhana,
Adayen dhikhana,
Ye ek silsila hai,
Mager fasla hai,
Ager jaan jao to ehsas rakhna,
Isey raaz rakhna,
Kro aik wada,
Banalo irada,
Mulaqaat kar lo,
Wohi baat kar lo,
Kisi roz tanha milo to batayen,
Hamari muhabbat
Tumhari adaayen.
 
Top