Lesson 19: Healing Brush Tool

  • Work-from-home

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar

Healing Brush Tool

Asalam-o-alaikum Wrwb
ajka humara kafi Intereting lesson hain which is about
Healing Brush tool
Simply this tool is use to retouch images using sampled pixels or pattern.
yeh brush aapke images k imperfections ko fix kerne k lie kafi helpfull tool hain
aap loug mostly fashion models images dekhe honge like kids ya brides ya pir normally kuch logu k jenke photo mei kafi clear skin and bright hote hain so you may know k now mostly yeh sub editing huti hain photoshop mei, real mei kuch.. photo mei kuch :p
jokes apart yeh aapke pic mei scratches,blemishes,water mark etc ko heal kerne k lie use huti hain jho k aapko ek example mei work kerne k baad shayed aur wazeh hujae.

Example: open a photo in photoshop for which you want to apply this tool..

1.png

Tool Box mei ab Healing tool brush pe click kare.

2.png

Healing brush pe click kerte aapke Option bar mei automatically
Source= Sampled
mode= Normal click hoga so make no change with that because this example work is related to these options.
If aligned is selected, the healing brush will remember the starting point between mouse clicks.
so mai ne yaha pe Aligned ko tick mark kiya hain for an easy work.

ab Diameter mei Brush size adjust kare jitne size mei aap ache se changes clear kersakte hain utne he mine is "15"..

3.png

and diameter k baad Hardness and spacing mei jitne amounts hote hain us mei koi changes na kare they are fine and these options are already manage jeska work enke naam se he andaza laga sakte hain.

and eske baad jho
round circle hain.
us mei healing brush while applying this tool uske angel and roundness adjust kerte hain jho k itna important nai es mei changes lane ki na he mai ne koi changes ki es function pe but just giving a short defination for knowing.


and Now image ko ache se
Zoom in kare

4.png

and face mei her ek lines k paas jho clear area hain waha pe mouse Cursor rakh k
ALT button ko click ya pir for a sec hold on rakhe and then black lines ko clear kare serf lines pe brush rakh ker move kare.

5.png

her ek line k lie uske pass mei se he jho clear area hai waha se 25% k fasle pe apna cursor rakhe ALT button ko hold down ker k mouse k zerye click kare.
and aise mei lines pe brush move ker k lines remove kare

6.png

To know more about this tool with details I'll recommend to watch this short video tutorial of mine.

Direct link:
http://www.youtube.com/watch?v=lsl30q9mKrk&context=C3ca641eADOEgsToPDskLVtP38TJeFUSxJ2ewv40x6



2nd Example about Pattern:


Source mei ab aap pattern pe click kare:

371298_100002182234514_1938177318_n.jpg

es kid k background photo mei aap pattern brush apply kare normal mode mei.

a1.png

jho aaply hune k baad kuch aisa dekhega and remember jes area mei aap brush k zerye changes la rahe hain so click click ker k nai balke jaha tuk k aapke
determination hain waha tuk mouse ko hold ker k pir end point pe realese kare kio k click kerne se usay time changes apply huge jho weird lagega but mouse hold down ker k end point pe release kerne se he ache se changes aaply hugi as I do.
so here is the result..

a2.png

so yeh tha full work but abhi aap logu ki aur jankari k lie mode function pe normal k elawa aur options pe work karenge jeska alug sa aapna ek application hain manipulating ka so abhi mode mei ap
Multiply select kare. and pattern mei kuch alug pattern bhi select kare then same image k background pe apply kare and then see the changes..

a4.png

So that was All about this Tool koi bhi sawal ho dont hesitate to ask and next lesson es se bhi zyada interesting hune hain so till than try this tool and kaisa laga yeh bhi zaroor kahye.. :)
Regards...
 

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
waalikumaslam

ALT ko hold down rkh kr cursor ko lines pr move krna hai?

kion k main kr rahi hoon but nahi ho raha.....
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
aap ki pic kitni neat lg rahi hai akin main krti hoon to aisi ho jati hai :(

kia aap ne saath mei video tutorial ka review kiya..
jub bhi aapko cursor rakna ho tu aap her ek line mei alug se yeh kerna hoga and also her line se thore fasle pe jho white clear area ho waha pe ALT button ko hold kerna hain.. try again..
 
  • Like
Reactions: *khushi*

*khushi*

Senior Member
Oct 18, 2011
6,444
1,468
263
Ghar :p
nahi ho raha :(

jb ALT ko chorti hoon or mouse ko click krti hoon to ye msg appear hota hai...



phir main mouse ko pehly click krti hoon to Alt ko chorti hoon to image neat nahi hoti jaisy aap ki hai :(
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
nahi ho raha :(

jb ALT ko chorti hoon or mouse ko click krti hoon to ye msg appear hota hai...



phir main mouse ko pehly click krti hoon to Alt ko chorti hoon to image neat nahi hoti jaisy aap ki hai :(
video tutorial dekha aap ne voh dekhye and waha se aap mujhay follow kersakte hain else yeh msg tabhe athe hain jub aap Alt press nahin kiye ho and brush se work kare..
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
main ny ab video dekh kr hi try kia tha.....

ab ye problem kaisy solve hogi :(
aap option bar mei mode normal he select kerte hain its not a big deal aap aapne work ka video tutorial ager send kare mujhay then I can tell you where the problem is aise mei even mujhay samajh nai atha k itna simple work kaise nai huraha...
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
hmm ab samajh aaya marriage bureau par jitni bhi tasveeren larkiaon ki hoti hain sab haathi k daant hain dikhaane k kuch aur batane k kuch aur.aur bechare larke fotos ko dekhkar phans jaate hain bhole bhaale jo hote hain.:p
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
aap ki pic kitni neat lg rahi hai akin main krti hoon to aisi ho jati hai :(

arrey khushi tum shayed is bacchi ko rula rahi ho aur jab wo ro rahi hai to iski aankhaon se aanso nikal kar face par gir rahe hain isliye ye neat nahi lag rahi tumko aur teacher k paas jo bacchi baithi hai wo kitni khamosh hai dekho.isliye wo neat lag rahi hai.samajh aaya kuch
 

Dawn

TM Star
Sep 14, 2010
3,699
3,961
1,313
saudi arabia
madam mujhe bhi same khushi k jaisi problem horahi hai.:(
laikin jab pattern select karke karta hon to hoto rahi hai par aap jaisi neat nahi.aisa kyun?
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
madam mujhe bhi same khushi k jaisi problem horahi hai.:(
laikin jab pattern select karke karta hon to hoto rahi hai par aap jaisi neat nahi.aisa kyun?
Hmmmmm kia aap loug vohi settings apply ker rahe hain jeska mai ne kaha tha? and video tutorial kessi ne dekha bhi ya nai yeh eslie kah rahe hu because waha tu practically show huraha hain k kaunse setting and kaise mai ne aapne image pe work ki hain...
 

Sabah

VIP
Nov 20, 2008
9,085
8,117
1,313
Peshawar
hmm ab samajh aaya marriage bureau par jitni bhi tasveeren larkiaon ki hoti hain sab haathi k daant hain dikhaane k kuch aur batane k kuch aur.aur bechare larke fotos ko dekhkar phans jaate hain bhole bhaale jo hote hain.:p
/:) ladke jaise dhood k dhule hue hain voh loug tu es se bhi zyada editing kerte hain ek tu studio mei stylish photo and poses kerne k Bawajoob dubara photoshop mei blur and manipulation kerte hain itna k jenhe photoshop ka zra se bhi Ilm na ho voh bhi bata sakte hain k es photo mei kuch edition hue hain..
 
Top