Lesson 2: Adobe Photoshop Basics (Introduction)

  • Work-from-home

AnadiL

••●∂ιѕαѕтєя●••
VIP
Nov 24, 2012
72,933
23,237
1,313
[SHADOW=1]Lesson 2: Adobe Photoshop Basics (Introduction)
[/SHADOW]​

Photoshop ka Introduction tu almost hugae abhi aap subne Photoshop Programme open ker k yeh baki k Lessons continoue kerni hain.
-Photoshop mei jho basic functions huti hain jeske zerye photo and image editing possible hain they are:

[SHADOW=1]
1-The Menu Bar
2-The Status bar
3-The Tool Box
4-The Palettes[/SHADOW]

1-Menu Bar: photoshop Programme k Top mei Nine Including Lists hain jess mei: File-Edit-Image-Layer-Select-Filter-View-Window and Help hain. Take a few moments and have a look at each of the menus,

kuch menus mei pointing arrow bhi hain (jesse hum submenu bhi kahte hain)and eske saath Dialouge box bhi hain and they both indicates additional settings jeska matlab hain k mazeed aur options hai usay command se related jes pe yeh nishan maujud ho. aur her menu pe uske command se related kaam k asani k lie shortcut keys bhi mujood hain jho aap image mei dekh sakte hain and jesse kum time waste hone k lie aap directly use kersakte hain ba nesbat her menu pe jaker command pe click kerne se.

2- Status Bar: jaise k name se he wazeh huti hain jes mei aapko image ka status ka pata chalta hain means image se related info deti hain like image kitna % aapke liye open hain and kitne size ka image hain.

yeh page k Bottom side pe maujud hain aur yeh tabhi active dekhega jub aap koi image open kare, ager aapka image size buhut bara hai (Wallpaper Size)and Photoshop window default size k mutabek voh 25% dekhegi then aap status baar mei 100% likh ker uska full size khud photoshop k page mei dekh sakte hain because mostly kuch images jho wallpaper size k huti hain voh photshop mei open kerte wakt us size k mutabek nahin dekte tu uske lie apako yaha pe 100% jho k ek image ka full size hota hain likhna parega and then full size pe dekegi,

but ager aap phir usay wapas window k mutabek k size pe dekhna chahte hain then again status baar mei 25% ya koi bhi Least number pe likhe then image aapko photoshop page mei window size k mutabek dekega.
Image ko full size dekhne k 2nd way hain "Zoom in" button pe Double click kerna jess k zerye aap Image ko full size 100 mei dekh sakte hain.and 3rd is shortcut key Ctrl+Alt+0 yeh bhi image ka full size mei dekhne ki shortcut key hain try once.

3-Tool Box: Tool box mei kafi tools hain jho image selecting,editing and image manipulating k lie use huti hain and yeh photoshop page mei left side pe maujood hain and here is our tool box with its names and Functions:

4-Palettes: yeh kuch panels hain jho aapko photoshop k right side pe dekegi and yeh aapko help karenge k kafi easy and quickly images ko edit and manage kersake jho k photoshop k page mei yeh default k taur per 3 panel dekegi:

1: Navigator
2:Layers
3:Color

jes se aap close bhi kersakte hain jub zaroorat na ho and at the time of need wapas window menu baar pe jaker usay panels k name ko mark ker k page mei dhek sakte hain.

so yeh tha Introduction es Functions ki and shoro k voh ahem baate jho apko janna zaroori tha but Photoshop ek aisa application hain jesse eske lists k terha order tareeke se learn nahin kersakte, means k jaise pahle file atha hain file ko study kare pir Edit and then Image and then So on....., photoshop ka her ek command ek dusre command k saath Attached huti hain jesay by time hum her ek ko learn Karenge. hope k es se apko kuch Jankari Mela ho about Photoshop and ager kuch samajh na aye ho then dont worry because yeh buss Intro tha photshop ka apko ahista ahisat lessons continoue kerne mei he seekhne ko melegi InshAllah.
For today its Enough kal off hain so wednesday tuk aap yeh sub memorize kerskate hain.
See you on Wednesday :)
Nice Sharing sis..:)
Thnx..!
 
I got all the points Clearly.!!
Thnx alot..:)
 
  • Like
Reactions: Pari
Top