Main nai haq-e-mohabbat ada kia

  • Work-from-home

Dark

Darknes will Fall
VIP
Jun 21, 2007
28,885
12,579
1,313
Main nai haq-e-mohabbat ada kia

Na kabhi kisi sei gila kia

Mujhe ajab iss ka sila mila

Mujhe dil sei uss nai bhula dia

Mohabbaton ki kitaab ka her ik warq uss nai jala dia

Woh jo arzoo ka charagh tha

Usey nafraton nai bujha dia

Mujhe zakham phir ajj ik naya dia

Mujhe iss mohabbat nai kia dia
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top