Main tafreehmela chor ker ja rahi hoon

  • Work-from-home

Don

Administrator
Mar 15, 2007
11,035
14,651
1,313
Toronto, Ca

im totally agree with you ghalti kisi b insan se ho sakti hai coz insan to hai hi ghaltiyon ka putla but i think ghalti ki nishandahi kar ke us ghalti se rokna koi ghalti nhi
kyunke agr hum yeh sochte hain ke yeh kafi offensive hoga un logon ke lye jo is type ke threads lga chuke hain to hame yeh b sochna chaye ke yeh threads kafi hurtful b hote hain un logon ke lye jo us TM chor ker jane wale user se attached hote hain ya unke frnds hote hain so my opinion is that agr kisi ek user ke ghalt act ki wajah se uske 10 frnds hurt hojane se bach jain to i think ye koi bura kaam nhi
coz agr hum islaam ki baat hi krte hain to islaam b hame yehi sikhata hai ke kisi ko burai karte dekho to usko apne haat se roko apne haatse rokne ki taqat nhi to apni zaban se zaror roko or agr apni zaban se b rokne ki taqat nhi rakhte to us kaam ko dil se zaror bura samjho so agr kuch users us kaam ko dil se hi bura sochte to yeh koi burai nhi coz baat agr kisi ki respect ki hai to hr insan ki izzat uske apne haton main hi hoti hai main pura din yahan ulte seedhe kaam karun logon ko hurt karun or phir unse yeh ummed rakhon ke woh log mujhe respect den to i think yeh meri bewaqofi hi hogi
I thought u said u were totally agree with me...anyways, baat wohi ajati hai.. k jaab koi jane ka faysla karta hai to wo yeh zaroori smajhta hai k us ko thread bana k sab ko inform karna chaiye...
or agar koi bagher bataye chala gaye.. to baqi dost pareshani may rahiengay k pata nahi kiun chala gaya/gai...

So it is a good idea to create thraed, before you decided to leave... Rahi baat hurt hone ki.. to mujhe nai lagta idher koi 5 ya 6 class k students hain jo ansoo baheingay.... We should all understand each others conditions, and should support them.
 
  • Like
Reactions: Hans_Mukh and Nelli

فہد

Super Star
Dec 12, 2009
10,225
3,548
1,313
karachi

I thought u said u were totally agree with me...anyways, baat wohi ajati hai.. k jaab koi jane ka faysla karta hai to wo yeh zaroori smajhta hai k us ko thread bana k sab ko inform karna chaiye...
or agar koi bagher bataye chala gaye.. to baqi dost pareshani may rahiengay k pata nahi kiun chala gaya/gai...

So it is a good idea to create thraed, before you decided to leave... Rahi baat hurt hone ki.. to mujhe nai lagta idher koi 5 ya 6 class k students hain jo ansoo baheingay.... We should all understand each others conditions, and should support them.
apke oper wale paragraph se main agree hon ke yehi hi behtar tariqa hai ke aap left karne se pehle reason bata den take agr hum main koi burai ho to hum usko change kr saken n doston ko batane ka waqi yeh faida hota hai ke woh preshan nhi hote
lekin hame aitraaz jo tha woh is baat per nahi tha ke log thread bana ker kyun jate hain
aitraz to is baat per tha ke log thread banate hain ke kabi wapis nhi ayenge lekin phir kuch din bad wapis aajate hain
so hame to aitraz sirf is baat pe tha ke jis baat pe woh amal nhi kr sakte woh baat phir krte kyun hain
or apne beshak sahi kaha waqi yahan koi 6 class ke students nhi jo kisi ke jane per hurt ho ker rona start karden
lekin yahan insaan zaror hain jo kisi se attached hojane ke bad uske yun chor ker jane ka drama karne per afsos krte hain ya uski kami feel krte hain
to kya yeh 6 class ke students ki tarha act nhi ke zara c baat per kisi bat per hurt ho ker thread bana ker or kabi na ane ka bol ker chale jain or phir khud hi wapis ajain?
 
Top