Warid mr waqar thanks for sharins this information

  • Work-from-home

طارق راحیل

Active Member
Apr 9, 2008
247
189
1,143
38
Karachi

warid use kerna wala freee sms kar sakta ha
lakin net sa.ap sms net sa karain ga lakinn jis ko receive ho ga us ko ap ka number hi jya ga....yani us ko yahi lga ga k ap Pasa lga k sms kar rha haaa...

tareeqa simple ha nicha ma bta rha ho
ais web ko open karain
Warid :: Life Ka Network
ab yaha par uper aik register ka option ho ga
ais pa click karain
ab yaha apna number add karain aur next karain
ab ap k samna aik form aajya ga
ais par information likhain aur asi duran ap k mobile pa warid walo ka sms aya ga
ais code ko form par sab sa pheli wali jaga pa likhna ho ga....
aur ab submit kar dain
phir login kar lain warid ki web sa
ab yaha pa web2sms wala option par click kar dain..
ais web sa ap 1 time 5 warid numbers pa sms kar sakta ha
number add karain aur apna sms likhain
and send kar dain
 
  • Like
Reactions: nrbhayo
Top