Muhabbat

  • Work-from-home

goodfrndz

"A faithful friend is the medicine of life."
VIP
Aug 16, 2008
12,849
4,072
1,113
محبت والا
Hamesha ki trhan nice topic

thanks for this




U.s: ab k zamaney mein pehli wali mohabbte nhi rahi . . .

pehlay muhabbte thi be-oos ,,,, bina kisi lalich k (rishta chahey jo marzi ho)

leikin aaj k door mein mohabbtte bhi "China k khilonoo ki trhain hai"

jo 2 , 4 dino mein toot jatey hain . . .

(ab aap ko pata hai khilooney paisoon k hi aatey hain )
 

RedRose64

Co Admin
Mar 15, 2007
42,742
28,183
1,313
Canada
i guess kahi na kahi aa k muhabbat ko ziyada express karne k lie money ki zaroorat parti hai
like aik achi life k lie..jis may sirf love he love ho..or us love ko ziyadaa express karne k lie..baton k ilawa..paiso ki b zaroorat parti hai
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
Hamesha ki trhan nice topic

thanks for this




U.s: ab k zamaney mein pehli wali mohabbte nhi rahi . . .

pehlay muhabbte thi be-oos ,,,, bina kisi lalich k (rishta chahey jo marzi ho)

leikin aaj k door mein mohabbtte bhi "China k khilonoo ki trhain hai"

jo 2 , 4 dino mein toot jatey hain . . .

(ab aap ko pata hai khilooney paisoon k hi aatey hain )
to apka mtlab zaroorat party hai paison ki?

I agree with goodfrndz
u apni opinion bhi tello na bhaya

i guess kahi na kahi aa k muhabbat ko ziyada express karne k lie money ki zaroorat parti hai
like aik achi life k lie..jis may sirf love he love ho..or us love ko ziyadaa express karne k lie..baton k ilawa..paiso ki b zaroorat parti hai
thx 4 ur comments dear
 

kingnomi

Doctor
Super Star
Jan 7, 2009
12,873
10,849
1,313
Owsum , Superb , Very Nice :P
hmmmmm apooooooooooo padti hai aur nhn bhii padtiiii kiun ke agar sachiii Mohabat hai toh paison ki koi qeeeeeemat nhn ......InshAllah Paise toh aajayeinge par woh mohabat nhn aaayegi dubaaaaara ............... agar koi kisi ko sirf paise ki wajah se chod deitaaa hai kisi ko toh sachi mohabat woh mohabat ke daaaawon kaa kiyaaaa faidaaaaaa ......
yeh galat hai ke paisa hai toh mohabat hai warna nhn hai {(nea)}..........
bas itnaaa hi kaaaaaafi hai ithinkkkk {(cray)}
 

Hans_Mukh

~~ Catch Me if u Can~~
VIP
Dec 1, 2008
30,406
14,989
713
Logon Ki Soch May
u apni opinion bhi tello na bhaya

Bat bilkul seedhi aur sadhi hay , agar app ki Mohabat sachi hay tu us khbi bhi doulat kbhi aray nahi aati hay, agar app is dour may hay yah kisi aur may.................sachi Mohabat ku khbi daulat ki zarrrorat nahi wu tu bus apnay saathi ka saath chahti aur hamesha us ki salamti ki dua kurti hay q ka sachi mohabat hur hal may khush rehti hay agar wo us ku pa lay.... aur rahi k mohbat may daulat ki zaroorat parti hay tu woh mohabat nahi hoti bul kay aik qisam ka agreement hota hay mohabat panay say pehlay bday baday daway kurna may ma hur hal may saath doon ga/doon gi aur mohabat pa lanay k bad kuch arasa bad taiwar he change ho jatay.....................
hope all of you understand what i mena...........
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
bht zarorat hoti hai..................... lolx {}{456
acha kaisay ye bhi to tello? {(nea)}

Bat bilkul seedhi aur sadhi hay , agar app ki Mohabat sachi hay tu us khbi bhi doulat kbhi aray nahi aati hay, agar app is dour may hay yah kisi aur may.................sachi Mohabat ku khbi daulat ki zarrrorat nahi wu tu bus apnay saathi ka saath chahti aur hamesha us ki salamti ki dua kurti hay q ka sachi mohabat hur hal may khush rehti hay agar wo us ku pa lay.... aur rahi k mohbat may daulat ki zaroorat parti hay tu woh mohabat nahi hoti bul kay aik qisam ka agreement hota hay mohabat panay say pehlay bday baday daway kurna may ma hur hal may saath doon ga/doon gi aur mohabat pa lanay k bad kuch arasa bad taiwar he change ho jatay.....................
hope all of you understand what i mena...........
aha naish comments
 

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
Hamesha ki trhan nice topic

thanks for this




U.s: ab k zamaney mein pehli wali mohabbte nhi rahi . . .

pehlay muhabbte thi be-oos ,,,, bina kisi lalich k (rishta chahey jo marzi ho)

leikin aaj k door mein mohabbtte bhi "China k khilonoo ki trhain hai"

jo 2 , 4 dino mein toot jatey hain . . .

(ab aap ko pata hai khilooney paisoon k hi aatey hain )
wa alikum sallam wa rehmatullah wa barakatuho !
So Dear your topic is nice............
app ka sawal hai k muhabbat sabit karey k liye paise ke zrurt hoti hai?first of all mohabbat sabit nahi ke jatti balke ye ek ehsaas hai jes ko sirf mehsoos kiya jatta hai dil ke annkh se or i think mehsoos karney k liye kesi cheez ke zrurat nahi hoti m i right?or raha dault ka sawal to dault sirf zindgi ke es zrurt hai or kuch nahi,daulat insano k liye hai daulat k liye insaan nahi...........or ager app mohabbat kesi garz ya lalach k liye kertay ho to plz use mohabbat kh ker mohabbat ko badnaam na kijye ye hergiz hergiz hergiz mohabbat nahi hai........
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
wa alikum sallam wa rehmatullah wa barakatuho !
So Dear your topic is nice............
app ka sawal hai k muhabbat sabit karey k liye paise ke zrurt hoti hai?first of all mohabbat sabit nahi ke jatti balke ye ek ehsaas hai jes ko sirf mehsoos kiya jatta hai dil ke annkh se or i think mehsoos karney k liye kesi cheez ke zrurat nahi hoti m i right?or raha dault ka sawal to dault sirf zindgi ke es zrurt hai or kuch nahi,daulat insano k liye hai daulat k liye insaan nahi...........or ager app mohabbat kesi garz ya lalach k liye kertay ho to plz use mohabbat kh ker mohabbat ko badnaam na kijye ye hergiz hergiz hergiz mohabbat nahi hai........
true said pakistani das wat i also think
thx 4 ur comments


Bole to, in this era, paison k beghair wale se koi muhabbat nai krta.......
to kia ap isy muhabat ka nam day sakty hein?
 

CoOoL

TM Star
Jul 1, 2009
1,267
804
413
Pakistan
Dear U.S****thanks!!!!!!!
mohabbat ko samajhna her kisi k bas ke baat nahi hai es ko sirf wo he samajh sakta hai jo es aag k dariya se guzra ho other wise es ko samajhna moshkil hai,mohabbat ajj bhe wahi hai jo ajj se hazaro saal pehle thi HEER RANJHA SOHNI MAHI WAAL etc but abhi wo dil nahi rahey bs farak itna sa hai balke aj kal mohabbat rahi he nai aray jo mohabbat mein giraftaar ho os k liye duniya or es ke chezein baykaar hai os k dil se dault ke qader he khtam ho jaati hai...........or lalch ke waja se ager hum kesi k sath taluq qaim kertey hen or phir es ko mohabbat kehtey hen it's not love ..........its selfishness,,,,,,,,,,,,,aray mohabbat mein to insaan apney mehboob ke thori se taklif per jaan waar deyta hai phir bhala os k paise sey os ko kia garz.......Ooooooooooo mein kuch ziyada he emotional ho gia

---------- Post added at 10:27 AM ---------- Previous post was at 10:23 AM ----------

or one qus............Dear US
(to kia ap isy muhabat ka nam day sakty hein? )
es ka matlab mein nahi samjha
 

unique-style

°Oº*ÑÅTû®ãll¥ ÛñîQûÉ*°Oº
VIP
Mar 15, 2007
28,055
11,918
1,113
18
Karachi-Pakistan
aha lagta hai ap is dour say guzar chukay hein Pakistani {(baby3)}


nahe wo 2nd question meine Sajid bhai se pocha hai apse nahe
 
Top