~*Mujhe Talash Hai Uski*~

  • Work-from-home

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Ok sisssss....
here is the Ghazal in English

MUJHE TALASH HAI USKI

Na Wo farishta Ho Na Farishta Jaisa Ho
Mujhe talash Hai uski jo mere jaisa ho

Mere Khulus Ko p[ahchanta ho bas kaafi hai
Wo koi bhi ho kahin bhi ho kaisa bhi ho

Meri mohabat ko pahcahn sake wo aisa ho
meri khatir wo marne ka hausla bhi rakta ho

Agar kabhi rooth jaaun mei ussay to
Muskura k manaaye mujhe wo aisa ho

Jo Baat karay wo nibha bhi sakay
iraadon mei apne wo chatanon jaisa ho

dukhon me hansne ka hunar janta ho
Ek aisa humsafar jo samndar ki tarha gahra ho

Uskay pyar ki thandak ho mere liye aisi
K wo to bilkul asmaan k chand jaisa ho!!!!!

 

lavina

TM Star
Jun 14, 2009
1,580
780
113
USA
Bahar Sisso thank you so much fOR sharing in english it is really a beautiful ghazal



Ok sisssss....
here is the Ghazal in English

MUJHE TALASH HAI USKI

Na Wo farishta Ho Na Farishta Jaisa Ho
Mujhe talash Hai uski jo mere jaisa ho

Mere Khulus Ko p[ahchanta ho bas kaafi hai
Wo koi bhi ho kahin bhi ho kaisa bhi ho

Meri mohabat ko pahcahn sake wo aisa ho
meri khatir wo marne ka hausla bhi rakta ho

Agar kabhi rooth jaaun mei ussay to
Muskura k manaaye mujhe wo aisa ho

Jo Baat karay wo nibha bhi sakay
iraadon mei apne wo chatanon jaisa ho

dukhon me hansne ka hunar janta ho
Ek aisa humsafar jo samndar ki tarha gahra ho

Uskay pyar ki thandak ho mere liye aisi
K wo to bilkul asmaan k chand jaisa ho!!!!!

Usko Aana Hai Aur Be-Naqaab Aayega
Jab Tamanna Pe Mere Shabab
Zulmato Ke Pujiari Kahan Na Jatenge

Jab CHamakta Hua Aftaan Aayega
Aajkal Mujhse Woh Baat Karta Nahi

Aur Ab kya Zamana Kharab Aayega
Rang Layega Jab Khoon Mazlum Ka
Woh Zamana Bhi Jaldi Janab Aayega
Maalik-e-Maikada Rind Jo Jayenge
Maikade Mein Nahi Nata Inqalab Aayega




 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Bahar Sisso thank you so much fOR sharing in english it is really a beautiful ghazal





Usko Aana Hai Aur Be-Naqaab Aayega
Jab Tamanna Pe Mere Shabab
Zulmato Ke Pujiari Kahan Na Jatenge

Jab CHamakta Hua Aftaan Aayega
Aajkal Mujhse Woh Baat Karta Nahi

Aur Ab kya Zamana Kharab Aayega
Rang Layega Jab Khoon Mazlum Ka
Woh Zamana Bhi Jaldi Janab Aayega
Maalik-e-Maikada Rind Jo Jayenge
Maikade Mein Nahi Nata Inqalab Aayega




My Pleasure sisss
ahan well said sisss..
 
Top