Must Read This Hadees Of The Day ... !

  • Work-from-home

whiteros

'"The queen of kindness''
Super Star
Dec 20, 2011
10,936
3,866
1,313
Mafhoome - e - Hadees :-

"Nabi Sallallahu Alaihe Wa sallam 1 shakhs k pas se guzre jo Masjid mai ulta leta hoa tha,
Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ne usay apne paon se hilaya or farmaya utho ye jahannamion k letnay ka andaz hai."

(Ibn e Maja, Darja:Hasan, Hadees#3725, Kitab ul Adab, Ravi: Abu Umama Rz.A)
JAZAKALLAH thanks shear kia
 
  • Like
Reactions: F-iceage

Iceage-TM

Tagging Master
Super Star
Sep 23, 2012
5,533
9,461
1,113
Malir Cantt Karachi
JAZAKALLAH thanks shear kia
Jazak Allah je ... :)[DOUBLEPOST=1348914996][/DOUBLEPOST]
jazak Allah khaira bhaai
mgr aaj loog is amal ko sufiat ka naam deke zor o shor se karte hy
je bilkul aapne thik kaha... log gunah ko gunah smjhna to bohot door ki bat ulta gunah kr k fakhar se batate hen or hanste b hen ... INNA LILLAH... Allah hum subko aafiat k sath hidayat de aameen...
 

Ghazal_Ka_Chiragh

>cRaZy GuY<
VIP
Jun 11, 2011
21,050
15,086
1,313
31
Karachi,PK
Mafhoome - e - Hadees :-

"Nabi Sallallahu Alaihe Wa sallam 1 shakhs k pas se guzre jo Masjid mai ulta leta hoa tha,
Nabi Sallallahu Alaihe Wasallam ne usay apne paon se hilaya or farmaya utho ye jahannamion k letnay ka andaz hai."

(Ibn e Maja, Darja:Hasan, Hadees#3725, Kitab ul Adab, Ravi: Abu Umama Rz.A)

JAZAKUMULLAHU wa khairan thanks for sharing that beautifull info .
 
  • Like
Reactions: F-iceage

razi_dil206

Active Member
Oct 27, 2012
477
525
143
LAHORE
Hazrat ibn-e-Umer رضی اللہ عنہما ne bayaan kiya k Nabi Kareem صلی اللہ علیہ والہ وسلم k chand ( few ) as-haab ko shab-e- Qadr khawaab mein ( ramzan ki ) saat ( 7 ) aakhri taareekho ( dates ) mein dikhayee gayee thi _ phir Rasool ALLAH صلی اللہ علیہ والہ وسلم ne fermaya Main dekh raha hoon k tum sab k khawaab saat ( 7 ) aakhri taareekho per mutfik ho gaye hain _ is liye jissey is ki talaash ho wo issi hafta ki aakhri ( taaq ) raato mein talaash kerey ( aakhri ashrah ki taaq raatein 21 '23 '25 '27 aur 29 muraad hain )

اخرجہ البخاری فی : 32 - کتاب فضل لیلۃ القدر:2-باب التماس لیلۃ القدر فی السبع الاواخر-

(PLZ FORWARD IT IF U CAN)
 
  • Like
Reactions: *Muslim*
Top