Namaz ki haalat mein aankhen band karna makrooh hay

  • Work-from-home

mfbiddu

Newbie
Aug 8, 2009
1,546
1,584
0
39
Namaz ki haalat mein aankhen band karna makrooh hay.
Namaz mein jab qayam pr ho to nazren sajdy ki jaga rakho
jab rukoo kro to paon k dermiyan dekho
jab sajda kro to nak ki samt mein aur jab beth jao to nazaren jholi mein honi chahiya,
Aur jab salam phero to dono kandhon ko dekho...
 
  • Like
Reactions: nrbhayo

ZohaibAltaf

Newbie
Aug 28, 2015
2
0
1
Namaz ki haalat mein aankhen band karna makrooh hay.
Namaz mein jab qayam pr ho to nazren sajdy ki jaga rakho
jab rukoo kro to paon k dermiyan dekho
jab sajda kro to nak ki samt mein aur jab beth jao to nazaren jholi mein honi chahiya,
Aur jab salam phero to dono kandhon ko dekho...[/QUOT

Assalam O Alaikum ! agr namaz ki halat mein ankhen band karna makrooh hai to please is ka koi hawala dijie ,, quran e pak ya phr hadees ! koi shareeh huham hai to uska bhi btaen ! kindly
 
Top