"Ojhal Sahi nigah se,____ dooba nahi hun main,
"Ay raat hoshyaar!_____ k haara nahi hun main,
"Darpesh subh-o-shaam yehi kashmakash hy ab,
"Us ka banoon main kese K apna nahi hun main,
"Mujh ko Farishta hone ka daawa nahi magar,
"Jitna bura samjhte ho utna___ nahi hun main,
"Es tarha phair phair k________ batein na kijiye,
"Lehjay ka rukh samjhta hun bacha nahi hun main,
"Mumkin nahi hai mujh se ye tarz-e-munafqat,
"Dunya tere mizaaj ka____ banda nahi hun main,
"Amjad thi bheerh Aesi____ K chalte chale gaye,
"Girnay ka Aisa khauf tha thehra nahi hun main...!!
(Amjad Islam Amjad)