paisay say zindagi ya zindagi say paisa

  • Work-from-home

Dreamy Boy

Tm Lecturar
Banned
Oct 31, 2009
33,484
10,995
1,313
Pakistan
AOA, Friends

Umeed karta hoon ap sab loge Allah kay fazal say khyr-o-afiat say hoN gay
tu aj ka sawal zara hat kay hay jo kuch youN hay kay

aj ki materialistic zindagi maiN payar mohabat ehsaas jesay jazbaat ki qadar kahaN tak baqi hay apki nazar maiN kia paisa hee zindagi ka sab eham juz ban chuka hay yaN ab bhe iqdaar ko kuch ehmaiat haasil hay

kuch cheezaiN essi haiN jin kay baray maiN khayal hay kay paisa ho haasil ki jaskati haiN ya phir kismat ka bhi koi amla dakhal samjha jata hay jesay kay sehat kia sehat kay muamaly amiN ap paisay ko kitini ehmiat daiN gay

apkay khayal maIN ek insaan ki zindagi maiN paisay ko kitini ehmeiat di jaatti hay ya di jani chahye ap kiya sochtay haiN

apkay jawab ki muntazir

Dreamy Boy
 
  • Like
Reactions: New Wolf

New Wolf

TM Star
Jul 17, 2010
9,253
3,441
113
bhai nice mozu pe sawaal kia he aapne..
me to kahu ga k zindgi he to pesa he or pese se aap sab kuch to khareed saktey ho magar kisi ka peyaar ya dil nhi..
jab insaan k paas pese ki rawaani ho or mohabbat jesi cheez na ho to aisa pesa kis kaam ka..or insaan sirf pese ka hi bhooka nhi usey peyaar jesi cheez ki b sakht zroorat he..
aaj kal log jo kehtey hain k pesa hi sab kuch he..magar ghalat he ye ..pesa hi sab kuch nhi..
jesa k aaj kal pese ko hi sab kuch bna liye he logo ne ..larka he to larki pese waali dekhe ga..larki he to larka pese waala dekhe gi..
in chakro me bohot se ghar ujartey dekhe hain mene..
bhai aik cheez or k pesa jo hota he wo oorat ka naseeb hota he..jo k uskey shohar ki qismat me aae ga..
lehaza mere nazdeek pesa bas kamao or kharch kar do ...kon sa saath kabar me lekar jaana he..
ab doosrey kea soochtey hain wo b daikh lain ge..
 
  • Like
Reactions: Pari and Dreamy Boy

Pari

(v)i§§· ßµølï ßµð£ï¨
VIP
Mar 20, 2007
46,142
19,780
1,313
Toronto, Canada
hmm nice thread....

meri nazar main paisa se insaan sab kuch nahi le sakta... hum paiso se apne kismat nahi khareed sakte.. q k kismat Allah tala ne likhi hai.. jis ko badalne ka bhi serf us ka hi haq hai... hum serf rastey choose karte hai.. humhare samne bht se cheezoon k liye bht se raste ate hai kuch ache or borey or un main se kisi ko choose kar k hum apni kismat banalete hai jo us raste pe humhare liye likhi gie hoo..

paisa insaan ko shayed sab kuch de sakta hai... per paise se kabhi bhi hum kisi ka pyaar... kisi ka khayal.. ya kisi b insaan ko kabhi nahi khareed sakte...

wo log girey hoye hotey hai jo khudh ko paise sey bech dete hai... per zindagi banane k liye serf paisa nahi... pyar.. dosti... khushi.. apas main mil jhul kar rehna.. dusro ka khayal or unki qadar karne se banti.. paisa 1 waqt tak saath deta hai.. or sarey rishtey zindagi bhar...

so dun run after money... go after pure n truthful relations
 
Umm-e-ahmad

Super Star
Feb 22, 2010
11,352
5,314
1,313
home

true said
 
  • Like
Reactions: New Wolf
Top