Idea ~*Request to All TM Members*~

  • Work-from-home

Atif-adi

-{عادي}-{Adi}-
VIP
Oct 1, 2009
34,469
21,486
1,313
Sharjah, U.A.E
walaikum assalam n appreciable suggestion bahaar k aap TM k welfare k liye inna sochte ho
first ov all, aapki baat sahi hai k ye Urdu forum hai aur Urdu hi zaib deti hai aur proper English na bolne se better hai k Urdu main hi baat kar li jaye, but as every1 else mentioned k ab ye forum almost worldwide forum hai toh idhar bohat se ese log b aate hain jo Urdu nai jaante, so in that case, i think k hamare jo b members ya log jesi b english bolte hain, its gud k is tarah un ki acchi practice ho gi aur jo log Urdu nai jaante un se b baat kar sakenge:) i hope it makes any sense

aur rahi baat k English tooti phooti bolte hain toh its alrite, coz u should listen to polish ppl's aur Arabic toh un ki hum se b gai guzri hai aur yahan wese b koi har baat English main nai karta balki kabi kabi thori c English use karte hain jo k sab ko samajh b aa jaati hai k wo person kya kehna chah ra hai so we should encourage them to get their English be more perfect
baja farmaya apne muhtarmaa {(oh0(}
 
  • Like
Reactions: ~Bahaar~

~Bahaar~

Newbie
Dec 22, 2009
20,494
12,426
513
Welll...meri samjh hi nahi ata k jo meine ye thread lagaya hai itna complicated zaban me bhi nahi k koi na samjhe but afsos nahi samjh paya koi bhi siwaye ek do logon k..
Aapalog baat ko kahan se kahan lejarahe ho?
Y u r comparing ourselves with Arabs or Russains?
Agar koi ghalat hai toota phoota bolta hai to zaruri hai hum bhi karen,kya humko bhi unko follow karna chahiye?
Hum kisi ki acchi baaten bhi to adopt karsakte hain...
Secondly meine proper baat karne ki raaye di hai sabko na urdu na english..koi zaban ho we shd maintain the grammar & spelling and try to give our best to the forum..
As Don said k he do lots of mistakes but these mistakes are not purposly...kabhi jaldi me typing mistakes mujhse bhi bahut hote hain kabhi edit kardiya kabhi aise hi post kardiya...
But mei yahan aise logon ki baat karahi hun k wo jante hain k unki grammar ghalat hai unse ghaltiyan hoti hain,they never try to correct themselves,Seekhna to usay hi kahte hain k ek baar ki ghalti bar bar na dohraye..but the ppl dnt bother.
kayi dafa choti si laparwahi se pooray sentence k meaning badal jate hain..
any hw jiske samjh ajaye apne apko correct karlen...jis k na aye uska koi ilaaj nahi..
Be Always Happy TM:)
Enjoy TM
 
  • Like
Reactions: RedRose64 and Nelli
Top